-In English we call it-
_Overthinking _
But in shayri
_Jaun Elia said...
Wo baate'n kha gayi mujhko
Jo baate'n pi gayi thi mai-
Qurb ke shaher me rah kr nhi dekha tumne
kya gujarti rhi hm pr nhi dekha tumne
Aye mujhe sabr k adaab sikhane wale
Jb woh bichda tha wo manjar nhi dekha tumne
-
یاں فکر معیشت ہے،تو واں دغدغہّ حشر
آسودگی ہر فیست نہ یاں ہے نہ واں ہے
Yha fikr mai'shat h,to wha dagdaga hashr
Asoodgi harfeest hai n yha n wha hai-
Tujhe yaad krte krte na jaane kab waqt E fajir aa gya pta na chla ye raate ab kitni choti maloom hoti hai....
-
Wo mere khwaabo ki tabeer tha
Tasweer haqiqat tha
Jo shaksh gawa baithi hu nayaab bahut tha....-
मुझे अब अपने किरदार से बस इतनी ही तवक्को है
शायर
कि उसका खयाल मेरी बेजान रूह को पामाल न कर दे।-
मुझे अब अपने किरदार से बस इतनी ही तवक्को है शायर
कि उसका खयाल मेरी बेजान रूह को पामाल न कर दे।-
اب نہ راحت کی نہ چاحت کی طلبگار رہی
فقط اتنی سی ہے خواہش کہ تو بدنام نہ ہو-
Kyu haqikat se mujhe rubaru krwate ho
Mere halat me mujhe khone do
Yun bhi mil jati h kbhi dill ko rahat
Mujhko mohabbt ke tilismaat me ji lene do-