Safar itna hi kafi hai, jitane me muddat mil jaye..
Tu v haseen kafir hai, jisme aap loot ho jaaye...
Muddato se mang rahi thi zindagi tujhko, khudko rusva na kiya kar...
Are ashk (aasmaa) v khud jhuk Jaya krte hai, ek ek kadam kar bdha kar to dekh....
Tu jitni haseen utni, bedardi badhti h seene me,
Ab kiska hi jor chale deewane ke jeene me...
Kabil nhi mein is nagine ka, ko khub mujhe khuda ki barkat hai,...
Ek hi to tukda asmaa ka hai kya chhupa lu me use seene mein...
Kya jarur thi mujhe , use chhune ki..2
Jo agjani hui h kuchh Dil me ,barish v na bujha paye ab rehna h is meene mein....
Akhir sabd ...kuchh istarah h,
Ki kash mukamall meri iltja hoti, or tu v mere pas hoti,..
Or khwahis nhi is ashiqui ki, har raat eid ki raat hoti...-
Self confidence born by trust and believe, be confident, believe in yourself..— % &
-
Har waqt me apna ek hissa , har hisse me ek dosh ...
Har dosh se ladta shama , jese palko pe ashko ki osh ...
— % &-
Har karam ka apna chehra , kisi se nikhra to kisi ne bikhera .
Dharm ki chingari leke, rajneeti ki roti tk na jane kitno ko ghera ye andhera...
Kisi ki jhuti hi sahi , mushkurahato ki kadar to ki hoti,.
Bhai-chare ki bat pe, kisi ki bebasi na khoi hoti...
Dil to chahta uska v tha, khilona dekh mushkurana..
Gar Bachhe ki majburi, tamashe ki duniya, tamashe me na khoi hoti..
Yu to sbko pata h antim rashta, kya leke aaye the or kya leke h jana...
Par dill to uska jee utha , jiski chadar ko tirange ko tha apnana...-
Hua to kuch nhi yaar , bs kuchh yaade achhi mili h wqt se or kuchh wqt achha mila h un yaado se ....
-
Hum wqt ke sath chalna chahte h pr wqt ha ki humare sath chalna nhi chahta , khud to jawan rehta h or hum budhhe ho jate h ....
-
Aksar mausam ke jharoko se mulakat hoti thi ,
Kash usme v aisi kuch bat hoti thi..
Jo safar gujra ae andhere tujhme ummid ki ek din fir subh ki suruwat hoti thi...-