Jishnu Kumar   (Jishnu Kumar)
78 Followers · 32 Following

read more
Joined 6 July 2017


read more
Joined 6 July 2017
29 MAY 2023 AT 19:38

Aisa nahi hai ki ab mujhe usse pyar nahi hai..
Bas ab us pr wo haq nahi hai..
Uske aage uski nayi zindagi hai..Pr wo bhi toh meri zindagi hai..
Aisa nahi hai ki ab mujhe usse pyar nahi hai..
Bas ab usse wo pehle jaisa rishta nahi hai..
Uski hasi aaj bhi mujhe yaad hai..isliye ye dil aaj bhi use hasta dekh barbaad hai..
Aisa nahi hai ki ab mujhe usse pyar nahi hai..
usse Mil kar juda hona.. ye sab kismat ka khel hai,
or usse naa bhoolna ye mere nikkamme dil ka khel hai…
Aisa nahi hai ki ab mujhe usse pyar nahi hai..
Haa umeed toh mujhe ab bhi hai.. pr wo umeed usse nahi, apni mohabbat se hai.. jo aaj bhi mujhe usse hai…
Aisa nahi hai ki ab mujhe usse pyar nahi hai..
Haa mere liye aaj bhi wo sabse khaas hai
Pr ab wo kaha mere as pass hai..
Haa agr wo aaj bhi keh de, toh uske sath chl du mai, pr aisa kehna ab khud uske hi bas mai nahi hai…
Aisa nahi hai ki ab mujhe usse pyar nahi hai..

-


23 MAR 2023 AT 2:44

Na mai galat, na wo galat…
Galat toh wo hai, jisne use meri kismat mai
likha chnd lamho ke liye…

-


17 MAR 2023 AT 13:31

Bikhri zulfe, gulabi hoth…
or un pr wo muskaan tumhari…
Bikhri zulfe, gulabi hoth…
or un pr wo muskaan tumhari…
Janam hume kya pta tha ek din banega wajh
barbadi ki humari…

-


5 MAR 2023 AT 14:47

Mohabbat toh ban hi gyi ho humari..
Mohabbat toh ban hi gyi ho humari..
bs ab adaat mat banna Jaan-ae-adaa,
kyuki jab wo adaat chuthegi…
toh kaanch sa Fanna ho jaunga mai…

-


27 FEB 2023 AT 1:53

Tum mat btao, pr mujhe janna hai,
Tum mat btao, pr mujhe janna hai,
Jo tum na keh saki.. wo tumhari ankhe keh gyi… akhir unhe kitabo jaisa jo maine roz padha hai…

-


5 FEB 2023 AT 16:55

Unki hasi sune zamana sa ho gya,
Unse nazre milaye zamana sa ho gya,
Najane ye kambakht intezar khtm kab hoga?
Milte toh roz ab bhi hain hum, pr ajnabi bnkr,
Zara 1 bar toh dekhlo meri orr fir anjaan bnkr.

-


28 JAN 2023 AT 16:17

Socha na tha…
Ki kabhi kisi ki 1 jhalak k liye yun tarsenge hum,
Ab toh kuch yun hai muhal dil ka humare ki…

Zulfe wo khloke aati hai, dhadkane humari badh jati hain,
Zulfe wo khloke aati hai, dhadkane humari badh jati hain, Kajal wo lgaati hai, or mohabbat usse ek bar fir,
pehli bar ki trh hojati hai…

-


26 JAN 2023 AT 3:23

Mere man mai tum, meri Prathna mai tum…
Meri Ayaat mai tum, meri Riwayat mai tum…
Aankhe band mai karu toh dikho tum…
Aankhe kholu toh hr jgh bas tum hi tum…

-


20 JAN 2023 AT 3:34

Ldaai toh tere liye upr wale se bhi karleta..
Tu 1 bar keh ke toh dekhta…
Khushiyan apne hisse ki tere naam kar deta..
Tu 1 bar keh ke toh dekhta…
Karta sab kuch teri Hasi dekhne ke liye..
Tu 1 bar apna samjh ke bolke toh dekhta…

-


28 DEC 2022 AT 16:05

Sirf saal naya hai…
Mohabbat toh wohi purani hai…

-


Fetching Jishnu Kumar Quotes