Teri Yaad...
Aaj Fir Subah Se Raat ho gayi teri yaad na gayi...
Tum bin kaise rahu yeh sawal ke jawab talash mai aakhein roh roh kar thak gayi ....
Tum bin rehe nai sakta aur maar na mere liye anth nai...shayad isliye roj tadap te tadap te yaadon Mai hi bass raha hu...-
I met her accidentally ...
I was in love with my choice..
But was made left her life without any choice-
Log kehete the unhe pahna mukim nai...
Aur hum usiko khona ka daar ek umar tak rakhe bhethe hain..
Ek waqt tak hum uske Roz ki zaroorat the...Suraj kya dhala Zaroorat hi badal gayi....-
Ab koi haal na puche toh acha hoga....
Hume uska aaj khayal firse na aaye toh accha hoga...
Unke Jane pe yeh rumal fir aasuo se na bheege toh accha hoga...
Palak japakte hi yeh pal chala jaye toh accha hoga...-
Ends...
Bem ushar Mohabbat thi....
Ab Mohabbat bhi na rahi....
Tera Ishq ka Rang Bhot Gehra tha....
Ab Rang bass udd hi gaya....
Tere Jane baadh Tera Intezaar tha bhot....
Ab tera intezaar hi nai ...
-
Maa...
Tere Achal sa sukoon kaha..
Iss Duniya ki haar Khushi tere...Godh mai sone ke samne choti lagti hai maa...
Tere Hathon sa swad kisi Aur ke khane mai kaha...
Tere intezaar mere ghar aane tak Aisa Intezaar kisi aur ka kaha....
Tere aasu sa Pawan bhethi ganga kaha....
Tu ek Puri kitaab hai mai uska ek vayka jisse tu ne siche apne Raaton ke need khokar apne Sapno kuch Tod kar...Apne waadon kuch mod kar..
Tu ne khud na sokar mujhe sula kar apne achal se bandh kar iss duniya se bacha kar meri khushiyon ka apne muthi mai bandh kar bass mere samne rakha ..Meri haar kamyabi tujhse meri kahani shuru tujhse...Tu ek bhasha hai mai ek Shabd hu . Teri haar dua mai hu mere haar labz mai bass tera zikar ho...
Mai Tera laadla hoon aur yehi haar Janam rahu tere karz mai rahu..kyu bass mai tera hi kanhiya rehena chahu....
Maa Tere Achal sa sukoon kaha ...-
Point you understand you alone can do everything....
Chalo maana ki andhere se bhare rastein hain...
Apno ke bhi waadein jhuthe hain...
Isliye apne sapne khote hain ?
Itne apne irade chote nai hain..
Chahe kal ho yaa aaj itne apan kamzor nai hain...
-
Zindagi ek chod ne ki kala hai..
Khwaisho ke samandar bhi sukh jayenge...
Khwab bhi hamare tut jayenge...
Waadein bhi adhure rehe jayenge..
Aapne bhi sab yehi chut jayenge..
Dil ki kahani adhuri rehe jayegi...
Ab hum bass yaadon mai hi rehe jayenge..
Aaj ki baat hamari tab kisse baan ke log sunayenge...
Hamare aapne bhi tasvir dekh kar roliya karenge..
Kisiki hassi toh kisi ke rone ki wajah baan jayenge...
Hum toh bass meeti mai mil jayenge ......
Humko kisi ne do hath se janam waqt uthaya tha tab chaar kandhe pe le jayenge...
Aag se dard nakh maut nai hoti par aag se hi toh hume raakh bane rakh jayenge..Bass wahi hum sabse durr chale jayenge...
Kisike bete toh kisike ashique ..
Kisike dilbar toh kisike pita bass...
Naam se hi rehe jayenge....
Hum kisi ke khwab main toh kisike yaadon mai aakar apni maujudaki bata jayenge...
hum aakhir mai toh mala se latki ek tasvir banakar bankar rehe jayenge...
Chalo samaj liye hum ki yeh zindagi hai sanam yaha sab kuch chod jayenge bass hum akele hi jayenge....
Lines: main pal do pal ka shayar hu..pal do pal meri kahani hai...Pal do pal meri hasti hai ...Pal do pal mer jawani hai...
-
Kuch lamhe aise bhi...
Koi labz tab chu gaya tha aaj garaha hu main...
Bichad kar tumse kaise raha jaye bina tadpe....
Jo mai khud nai samaj paya vohi aaj samaja raha hu main...
-
Ghayal tere chehre pe...
Tere khule baalo ki aadayen.. Teri aakhon ki nashili sharartein..
Teri muskaraate chehre ki khamoshi...
Teri khubsurat si saaree pehen ke tadapane ka andaz....
Aur aakhir mai vo bol ne ka andaz bass hume toh uhi ghayal ho gaye......
Lines: sab faisle hote nai sike uchal kar....Yeh dil ke mamle hai jara dekh bhal kar... Mobile ke daur ko ashique ko kya pata kaise rakhte hai khatmai kaleja nikal kar.....
-