मैं कितना ग़लत था, कि समझता था इश्क़-ओ-फ़रेब की चंगुल से भाहर आ गया
कल शाम चौराहे में उनकी एक झलक ने, पुराने सारे पन्ने उधेड़ दिए-
कोई कहे इश्क़ कान्हा है, तो कोई कहे इश्क़ है राम
मैं तो मानु इश्क़ उसे जिसमे हो तू ,और एक ढलती शाम-
Mai chal pda hu tanha, yadon ki khali jeb bharne
Kuch pal tumhare sath chahta hu ek acchi shuruaat k liye
Zindagi ka kya bharosa, kab kaha thak k ruk jaye
Mai tumhara sath chahta hu bs us aakhiri raat k liye-
Zindagi bitane ko ye bat kafi h
Pehli ye sard raten
Aur duja tera sath kafi h-
Khuda kisi ka behtar leta h use behtreen dene k liye
Ye bhot suna tha maine
Tujhe apne hisse me paake is baat si sacchi koi bat nhi lgti-
Sari rat guzar jyegi apki tarif me yunhi
Aur bat abhi apki ankho se hokar rukhsaar tk hi pohchi hogi.-
Kuch sharab bhi zaruri h mera santulan banaye rakhne ko
Yun har waqt mai tere hi nashe me rahun ye toh koi baat na hue-
Kuch tarif likhi thi uski
Jo use batana chahte the
Wo shrmate hue kaisi lgti h
Ye use dikhana chahte the-
Kalam ki siyahi khtm ho gyi teri ankho ka haal likhte likhte
Ankho ka ye haal to socho labon ka aalam Kya hoga-
Maine darakhton ko bhi kehte suna h
Nhi h wo ab teri milqiyat me jise tu apna mane baitha h.
Jane vale vps nhi aaya krte,tu kiski aas liye baitha h?-