Charcha hamari mohabbat ka har koi kar raha h..
Jo kissa shamil nahi apni kahani me use bhi sar-e-bazaar kar raha h-
Dil ke nikaale fir khi k hokar nhi rehte..
Kisine btaya tha unke bare ki vo kisi ek ke hokar nhi rehte-
Ab dekho to lagta nhi hai magar..
Ek samay par hum uske pasandida shakhs the-
Unke chehre hmesha yaad rehte hain
Jinki tasveer hmare pas nhi hoti-
Ek zakhm se jo ubhrein to dusra lga lete hain
Hum apni qismat par khud hi tala lga lete hain
Aur fir chupana bhi chahein jo dard apna ..
To log shayari se andaza lga lete hain-
Tere chale jaane k bad main aisi murjhayi ki kabhi khili hi nhi nhi..
Bhot dhundha logon ne duniya mein mujhe
Magar main kbhi kisiko mili hi nhi..-
Tere lie mohobbat khel thi..magar maine isme apna sab kuch haara hai
Tere jaane k bad sirf mujhe hi pata h maine kese tera fitoor khud se utara hai-
Mujhe baat se baat banani nhi ati
Mera khamosh rehna hi accha hai
Fareb se bhari duniya mein..
Mujhe apne khuda ka hi sath achcha hai
-
Tu nhi to kuch nhi kehne vale ab anjaane ho gye
Wo kasmein vade pyaar bhari batein sab fasane ho gye-