Jahanvi Kashyap  
21 Followers · 3 Following

Joined 22 July 2019


Joined 22 July 2019
25 JUN 2022 AT 11:34

Lakh bure hai hum Magar
Tum to ache Bano
Apni acchaii me mashhur Raho
Hum bure hai humse Dur Raho

-


3 JUN 2022 AT 8:58

Meri sonch hai vo
Vo meri sonch hi to hai
Jis din mai tujhe sochna band kar du
teri kya hi aaukat

-


30 MAY 2022 AT 12:10

Meri rooh tmhse kehna chahti hai…
Ki har ek raat se yun dar lagta hai
Ki khud ko khone se dar lagta hai
Ki ab jo bacha hai mujhme
Tmhare bagair zinda to hu…
Magar zinda hone se dar lagta hai

-


20 MAY 2022 AT 16:32

Chalo kuch chapri wala kaam hum v karte hai
-
tumhare sehar me reh kar
tumhe kharidne ki aukaat rakhte hai
Or tum humse humari aukaat puchte ho

-


8 APR 2022 AT 8:47

Kya aazmayega tu keemat ko humari...
Tu woh machish ki aag hai jo phoonk se bhuj jaye....
Aur mai woh Aag hu jiske liye dariya bhi kam pad jaye....

-


27 MAR 2022 AT 23:35

Ladki se chahiye pura wafadari or khud hai bangkok k khiladi

-


24 MAR 2022 AT 12:28

Uski to fitrat hi thi mohabbat karne ki
Vo kisi se v karta to ussi andaj or khubsurati se karta
Mai bewajeh hi usse bewafa samjh baithi

-


24 MAR 2022 AT 12:24

Khud ko kaha becha hai humne janaab
Jo bika hai vo to pathar ka tha

-


22 MAR 2022 AT 23:41

Unn sub ki daastaan hum panno me likh kar samet lenge
Jinhonne meri zindagi ko kahaaniyaan
Jism ko numaya samjha or ruh ko maksad de kar khel sa racha hai

-


11 MAR 2022 AT 0:03

PLEASE
DON’T BE RUDE TO ME BECAUSE MY RUDE WILL OUTRUDE YOUR RUDE AND I WILL MAKE YOU CRY.

-


Fetching Jahanvi Kashyap Quotes