Yaadash kuch Dhundla sa horaha haiβ Nind ki aad mein Teri chehra kuch masum si lagta hai Yeh sapne hai ya sacch Khuda jane. Par zindegi ki har mode pe Tujhe pana chahta hoon Maanta hoon Tajmahal meri awkat se bahar hai. Par pyaar humara Appne app mein mukamal hai.
Yeh.... β₯οΈ..!! Tu kyun idhar udhar bhatak ta rehta hai
Bite hue kal ki chahat mein reheta hai. Khud ko tanhai ki zanjeer mein, Kyun lapet ta hai. Itne lambe safar ke bawjud kyun, Picche mudna chahta hai. Ane wale kal mein khud ko kyun Nehi dhundta. Acche na hi sahi......parr dhund to sahi.