ज़रा सी हिम्मत क्या आने लगी उस में,
मेरा ही बसेरा उजाड़ दिया उस ने।
दिल की दहलीज़ की चमक थी उस में,
अब ज़रा सा सफ़र का इल्ज़ाम भी दिया उस ने।
वफ़ा का हर रंग सजाया था उस में,
बेवफ़ाई का लेकिन सिलसिला छोड़ा नहीं उस ने।
मोहब्बत का हर असल रूप था उस में,
मगर मोहब्बत को मज़ाक समझा उस ने।
चमकता था हर ख़्वाब मेरी आंखों के उस में,
वो न समझ पाए जो बुरा बना दिया उस ने।-
Zara si himmat kya Anne lagi uss main
Mera he besera ujjad diya uss nay
Dil ki daleez ki chamk the uss main
Ab zara say safer ka ilzam b day diya us nay
Wafa ka har rung sajaaya tha us main,
Bewafai ka lekin silsila chhoda nahi us nay.
Mohabbat ka har asal roop tha us main,
Magar mohabbat ko majak samjha us nay.
Chamkhta tah har khwaab meri ankhoo ke uss main
Wo na smjha paye jo bura bana diya us nay-
Jis Nazer say dil mai sehrah sa tah Ussi Nazer mai ik aur aiyana sa tah
Dar haqeeqat dil ik
Aishyan sa tah
Kabi anjamun dil kabi ulfate dil sa tah
Apna tazikiya ghero sa tah
Aur ghero ka apna sa tah
Wo be ik Pasbaan SA tah
Nazer door aur rasta ik jaisa he Tah-
Laboo ko sil
Deta ho jb kuch baram day dete hai lough .
Ham say na pouch hamre dard ka bayaan youni naye Firshtey doond lathe hai lough.
(jaf-diary)-
Mera jo nam tah Teray Ainey main
Mit jaye too ik lekeer keench lena
Hasrety youn na bol dena bus teri khatir youn hamey behal Na kardena
(jaf-diary))-
WO JO HASRATOO KO AAGH LAGHA KE BETHE HAIN
HAM B MUNTAZIR HAIN UNN KE DEED KE KHATIR .-
LAFZEY SUKHAN JAMAAL-E HUSN ANWAAR-E KARAM
HAIN SAB MAIN AP KI SHAAN -O-KARAM.
QAISER-O-KISRA , GHAR-E-HIRA ,JUNG-E-YAMAMA
HAIN SAB MAIN AP KI SHAAN-O -KARAM-
- [ ] Wo jo hasratoo ka mayhar tah
- [ ] bus tera he kyhal tah
- [ ] wo jo ranjishoo main sawaal tah
- [ ] ptha ni koun sa zawaal tah
- [ ] wo jo ibadatoo main naya saroor tah
- [ ] bus teray ane ka zahoor tah.
- [ ] Wo jo becheeni ka sarkam tah
- [ ] wo to bus naya ik rangh tah .
-
HAJOOM-E- ZINDAGI KAH AAINA BENAQAAB SA TAH
MUJASMA GHERO KAH CHERA APNA SA TAH.-
MERI Nazar Ka Tazkira B Muktsar SA Tah Meray Huzoor (S.A.W)
MERI Nazar Joh Tick Jatii Gumbad -E- Khizra Par Too Baat kuch Aur Hojti Meray Huzoor(S.A.W)-