....isse accha to na raho tum mere saath
aazaad karti hun tumko
jaao jaa kar thaam lo uska haanth-
Writing isn't a habit it's a passion.
read more
Here I am really wanted by none
Not cherished by people whom I love
Here my weaknesses are mocked
Not my strengths that needs to be adored
Here people find me a burden
Not sure if I am that bad a person
Here love is equivalent to fights
Not a blessing that should count twice
Here people flip their faces easily
Not a person who could remain same for eternity.-
transforming her weakness into strength
and her fears into wisdom,
the lioness ascended.-
"Mehsoos ho mera dard to meri likhawat se kar lena ab zabaan thak chuki hai bayaan karte karte"
Dard kyu hai itna un tasveeron me?
Kyu unhe dekh kar aankhen khud band ho jaati hai ?
Jaese koi buri bhaut buri hakeekat se bhaagna chahti hun
Me kyu fir se us khandar dil se pyaar paana chahti hun ?
Is dard is takleef se kyu har din rona chahti hun?
Har din har pal kyu ek nayi jung hai dil aur dimaag k beech?
Kya yahi hota hai pyaar karne ka anjaam ?
Kyu khush hokar bhi sukoon me nahi hun ?
Kyu khud ke pass hokar bhi saath nhi hun ?
Ye toofan mere andar jo sir uthata hai har roz kyu iski khabar usko nhi hai ?
Dil jaanta hai ki ab wo baat nahi hai
Me kyun fir se usi insaan me rab ko dekhna chahti hun ?
Har roz khud se kyu itne saare sawaal karti hun ?
Kyu khud k dil me hi har pal bawaal karti hun ?
Kyu kisi rishte ke bikhar jaane par itna malaal karti hun ?
Me kyu khud se zyada usse aaj bhi pyaar karti hun?-
Forever is just a delusion
Of an unfortified heart.
Love is a lousy fete
Never to be worn by those guilty of perfidy.
The betrayed soul within me screams
Is a cheater ever recognised
By wearing cheaters ?
The endamaged heart has pledged it's troth
Never to rely on feigned love.
The impatient mind wanders
Amidst the woebegone expressions
The chaos nowise calms.-
Tumhari khushi to awaargi me thi
Hum to khaamkhaan tumhe
Saadgi se jeena sikha rahe the-
Meri ungliyon me uljha karti thi wo jo unki ungliyan
Na jaane kab unhe dusre haanthon ki zarurat pad gayi
Jaan jaan kehte jo na thakte the
Na jaane kb wo kisi aur ki zindagi ban gaye-