Kbi tanhaiyoo me aks unka dhunti hoon
Bhari mehfil me aks unka dhunti hoon
De do kinaara es dil ko kahi ab
Ki har tasveer me ab bas tujhe dhunti hoon-
Tum agar dur kabhi jao kahi
Waqt se kahna Zara
Wo thahar jaye bas wahi-
Chhod diya wo rasta
Jis raste se tum the guzre
Tod diya wo aaina
Jis aaine mein tera aksh dikhe
-
Shikwa nahi hai koi
Na koi gila hai
Bs yadain hai unki
Jo har pal mila hai
-
“मिला वो भी नही करते,
मिला हम भी नही करते.”
“दगा वो भी नही करते,
दगा हम भी नही करते.”
“उन्हे रुसवाई का दुख,
हमे तन्हाई का डर”
“गिला वो भी नही करते,
शिकवा हम भी नही करते.”
“किसी मोड़ पर मुलाकात हो जाती है अक्सर”
“रुका वो भी नही करते,
ठहरा हम भी नही करते.”
“जब भी देखते हैं उन्हे,
सोचते है कुछ कहें उनसे.”
“सुना वो भी नही करते,
कहा हम भी नही करते.”
“लेकिन ये भी सच है,
की मोहब्बत उन्हे भी हे हमसे”
“इकरार वो भी नही करते,
इज़हार हम भी नही करते.”
-
Kbi dhoop ho jati hai
Kbi chhav ho jati hai
Zindagi inme he Kahi
Gum ho jati hai-
Lag Ja Gale
ki Fir Ye Haseen Raat Ho Na Ho...
Sayad Fir Es Janam Me
Mulakat Ho Na Ho...
*HAPPY HUG DAY*-
mehfil me v unhe dhunti hai ye ankhe
Kho gye hai wo kahi jise dhunti hai ye ankhe
Sayad wo hamare kismat me nahi
Jiske sirf ek dildaar ko taraasti hai ye ankhe
Koi puche to
ye kahti hai ye ankhe
Ab koi gum nahi hai wo na v milo to
Par tere gum me nam hoti hai ye ankhe-
Kah nahi pate dil ki jazbato ko hum
Ki tum bin kitne adhure hai hum
Saah nahi pate ye judai teri
Gumsum hai saanse aur ankhe hai nam
-
Mana ki hum ekraar nahi karte
Par aap v kbi inkaar nahi karte
Dil k jaazbato ko ankho se padh liye karte hai
Kisi aur k bharose intzaar nahi kiya karte-