Isha Raj
(Onlastway)
73 Followers · 49 Following
Student
Joined 5 September 2020
26 SEP 2021 AT 2:13
Jindagi ka kuch pta nhi
Chal rahi h
Bas jindagi
Jab kho di ho humne jindagi
To phir kaise mile jindagi
Intezaar hai
Jab phir milegi jindagi
🥀💔-
8 SEP 2021 AT 14:57
Kabhi hume bhi waqt mile
Ki hum bhi
Waqt ke
Pass ja kar puche
Vo waqt kaha gaya
Jab vo humhare the
-
31 AUG 2021 AT 11:35
Pyaar karne ki wajah
kabhi nhi khoji♥️
Ab nafart karne ki wajah
kaha se lau 🖤-
31 AUG 2021 AT 11:27
Kho diya hai khud ko
kahi to milungi
Phir
Vohi
Jaha the hum
or
Humhara koi-
18 JUL 2021 AT 19:28
Mohabbat to ab
Maut Se Karenge⚰
Uski bahon mein
hi chain se so jayege💤-
10 JUL 2021 AT 15:54
Yahan Logon Ko yaden mitane ki Aadat ho gai hai aur yaha ham hai jo Har din Yad kar Karke apni Yadon ko taaja Karte rahte hain
-