Waado ki jarurat kya hai jab
nibhane wala sacha ho.🦚🌼-
in love with vermaX💕🧿
My ♥️ is perfect bcoz u r in it🙈
Koi bhi insaan itna khubsurat nahi hota,
jitna use chahne wala use bana deta hai..❤️-
Kahani wahi h bas
किरदार badal gye h
Insaan wahi h bas
व्यवहार badal gye h..
-
Hum sudhar gye toh
unka kya hoga..
jinko hamari shararton
se ISHQ hai❤️🥰-
Tumhara pasand aajana ittifak tha...
tumhara hi pasand reh jana ISHQ...❣️-
Sari duniya ek taraf...
tera hona ek taraf...
Ek taraf teri aankhein...
JAADU TONA ek taraf...💕😋-