Isha Bhardwaj (IB)   (❤️Unsaid_Ehsaas_IB❤️)
32 Followers · 280 Following

Instagram - Unsaid_Ehsaas_IB
Joined 17 April 2021


Instagram - Unsaid_Ehsaas_IB
Joined 17 April 2021
13 SEP 2023 AT 15:23

Pyar ki raah m na jane kitne afsane (अफसाने) milenge,
Kuch ache kuch bure fasane (फसाने) milenge,
Log chahenge tujhe tootkr,
Lekin tere dil m mere nazraane milenge.



-


5 AUG 2023 AT 11:10

Tu aaya h meri zindagi m bahar ki terha,
Tune chaha h mujhe gulegulzar ki terha,
Tere labon ki muskan h thandi hawayon ki terha,
Tune mujhe apna bnaya h ped (पेड़) or chhaon (छाओ) ki terha.


-


18 MAR 2023 AT 1:18

Har shym yuh hi ho ye zururi to nhi,
Har zindagi adhoori hi ho ye zururi to nhi,
Muskurate chahro ke piche bhi chupa hota h ankaha (अनकहा) dard,
Har baar rokr dikhana zururi to nhi...


-


30 OCT 2022 AT 2:32

Yakin sa na hua apke jane ka,
Fir kbhi lotkr na aane ka,
Jin baho m li thi saanse kbhi mne,
Un bhaho ke bichad jane ka.




-


1 JUL 2022 AT 16:43

Kya khoob khel khala h ae khuda tune bhi,
Na jane kitno ke dil tode h is bejaan behar ne,
Koi chup chap seh gya to kisi ne haskr bhela diya,
Koi zindagi se hara to kisi ne zindagi ko hra diya.
Bhikhre un panno ko smeet ek haseen mukhda bna diya,
Dusro ke liye hasi ke piche khudke dard ko chupa diya,
Aaiyena (आईना) bhi na smjh paya ki kese is kadar apne dil ko bila diya.




-


21 APR 2022 AT 22:24

Safar-e-dishnagi ka kesa h,
Harf-e-aalam bayan nhi hota,
Dil m ek toofan sa utha h,
Jo kisi malham (मलहम) ke naam nhi hota.




-


20 APR 2022 AT 22:50

Why always "ME"?



-


12 APR 2022 AT 15:26

Kuch is kadar bichde h hum apse,
Ki bhule bhuliye nhi jata,
Zikar aaj bhi h apka humari har ek baat m,
Ye aaiyana h humara jise jhuthlaya nhi jata.


-


5 APR 2022 AT 19:43

Khuda ke dr (दर) pe mne ye pegyam (पैगाम) bheja h,
Har dua ko tere naam bheja h,
Khush rhe tu humesha,
Isi fariyad ke darmiyan bheja h.

-


3 APR 2022 AT 20:35

Yuhi kuch raahi (राही) mile chalte chalte,
Kuchh beparwah kuch gumsum mile chalte chalte,
Ae khuda safar ye kesa ajab h zindagi ka,
Kuch khamosh to kuch khushnuma mile chalte chalte.


-


Fetching Isha Bhardwaj (IB) Quotes