Najane kyun aaj ek ajeeb si bekarari hai
Tere baad yeh zindagi badi mushkilo se Gujari hai
Mein yunhi khtm nhi kr skta zindagi tere ishq main
Meri jn ,
Mujh pr Ghar ki bhi bahut Jimmedari hai — % &-
Tum Ladkar bhi so jaye toh
Main tumhari matha chumuu main
Tumse Mohabbat ek taraf hai
Or jhagra ek taraf-
Har uss Bigri baat main
Ya bure se bure haalat main
Chutki bhar hi sahi
Achahiyu ko dhundo tum
Haalat na sahi
Apni nazariye ka chasma badlo
Tum-
Palko ne bahut Samjhaya
Magar yeh Raat na maani
Din toh hash kar Gujara humne
Magar yeh Raat na maani
Bister ki silwatein de rahi thi
Gawahi gear ki
humne karwatein badlli par
Yeh baat na maani
Palko ne bahut Samjhaya
Par yeh akhein na maani-
Jo koi bhi apko
Happy new year
Manwane se roke
Usko chappal se
dhoye-
Fir se karte hai mohabbat tum chle aao
Thoda sa hum badal jaate hain
Thoda sa tum badal ke aa o
We r really Miss u Inzamul ,Borba-
Dard akhon se nikla to
Sab ne bola , kaayer hai yeh
Jab dard lafzo se nikla
Sabne bola shayar hai yeh-
Kitna mushkil sawaal pucha hai
Aaj meri jaan ne
Aaj mera haal pucha hai-
Ek raat bacha kr rakhi thi
Tumhare saath bitane ko
Tum na ayee
To kal raat humne jagte huye bita di-
Aandhi Chali thi kal raat elzaamo ki
Subhe uthe rishtein sare bikhre mile-