Irfanul haque   (Irfanul)
744 Followers · 291 Following

Joined 16 June 2020


Joined 16 June 2020
7 JAN 2024 AT 2:49

Zindagi mukammal hogaie tere Anne se..
Tere intezaar may aadhi Umar tamam hogai..
Meri duniya tum hi ho ab kya lena hai mujhe zamane se

-


9 NOV 2023 AT 15:14

Log kehte hai I stand for Israel or Palestine
Jinke Ghar ka ghar ujhaad Gaya koi apna bacha nahi unse pucho unko pe kya guzar Raha hai .. kisi ke kehne se kya badal jata hai ..

-


16 MAR 2023 AT 21:18

Ibadat ka maza hi alag hota hai
Jab wo mere pichhe sazda kiya karti hai ..
Aur tasbi may khuda k baad mera zikr kiya karti hai....

-


8 MAR 2023 AT 19:41

Kuch rishte hi aese hote hai
Jo lafzo may bayan nahi hoti
Tera muskurata hua chehra dekh k har takleef ,har thakaan dur ho jati hai..
Tujhe har riston may maine Afzal paya .
Happy women day to loveable woman of my life

-


8 MAR 2023 AT 15:52

Mere khuda tere nawazish ka kya kehne
Tune jo diya umeed se bhi ziyada diya

-


10 AUG 2022 AT 0:23

Ab sab nikal gye apne gharo se dhol tasho k sath ,itni bhi khabr nahi 10 Muharram ko hua kya tha ,Islam zinda hota har karbala k baad
Yaa Hussain

-


4 APR 2022 AT 21:31

Tere kano ka jhumka mere pas reh Gaya hai ....
Tere dil ka tukda mere sath reh gaya hai
Tu to abi abi mil k gaie phir bhi tera hone ka ahsas mere as pas reh gaya hai .

-


11 MAR 2022 AT 3:40

May teri tareef kaise karu ...
Alfaaz ka samunder bhi kam padne laga hai ...
Ab to Alam yae hai ki do rakat shukarana ki namaz har din ada karne laga hu ...

-


8 MAR 2022 AT 13:48

Bohot Araso k Baad khuda ne tumse milaya ,...
Tere aane se pehle zindagi aam thi badnam thi ....
Ab to khuda se nisbat aur bhi hone lagi hai jabse maine tujhe paya ...
Happy women's day to my love

-


17 JAN 2022 AT 23:08

Is kadar tujhse jud gaya hu ....
Ki yae dil bhi tere liye dhadakne laga hai..
Intezar ka paimana ab jhalakne laga hai
Tujhse milne k liye ab yae rooh bhi tadapne laga hai

-


Fetching Irfanul haque Quotes