Kyon Meri Har Dua be-Asar hoti hai
Ab na aibu ki Mujh ko Khabar hoti hai
Bus Wafa Ke talabgar hai Tujhse ab
Meri Khushiyon pa sab ki Nazar hoti hai
Hai akele meri Her Khushi ab magar
vo Khushi Dekho ab Muktsar hoti hai
Hai Kafan Odh Ke Ishq yon ab Meher
Ab yehan zindagi be-baser hoti hai-
DITETION
ENTREPRENEUR
kya lekhu khud k bera ma
palku pa khowab sajati hu ma
rula dungi... read more
Humse Na Ishq Ka ka koi bhi irada karna
Aadam Hun Main ki Mujhse Na Koi Vada karna
Ik phal k Vaste Ham to Chhod Aaye Jannat
Talb_e_Mehar ki ummid ab na zyada karna
Dost Bhi Kahin the be khayali ka tha Dur
Fir bol Baithe Baba ab lehja Sada karna
Nazu sa jo pali aaj saazishu se hi Giri
Duniya ke dar se tum Sapno Kona Aada karna
Zindagi ke Sakhet dore_Aalam Mai Dekho
Han to Kamal Hai Jeene Ka Irada karna
Mohabbat bhare Alfaz Mai who ziker thi Kahi
Sab Kuch karna per Na Koi wada karna
han Anmol Hai Girte her aashq b Mehar
Ab inhen Bhi kahe Tu Na kha_zadha karna-
Khwab zulaikha Jo Dekhti Thi youfa_e_Misar ka
Hosh Na Raha us ko Duniya Ke Hashr ka
Mohabbat Ko Chhod Ke Ishq kar baithe woh
Jab Surat se Seerat Tak ka safar Tha hijar ka
Yusuf Yusuf Yusuf kahke Deewani firti who
kya Iman Paya ios na Yusuf ke zikar ka
khud ko kha kar ke a Bani Yusuf_a_ zulekha who Mehar
Ishq tha Junoon tha na thi Talab uski bhi usko bhi ajar ka-
Kyon Mehandi wale vah Hasin se haath dehka Roy ham
Han Aakhri use Alvida Tak sath Dekhe Roye ham
Nadan Hai Dil Jo Kuchh samajhta bhi nahin hokar Tera
Tasvir Ko Hamari ab Har Raath Dekh Kar Roye ham
Yadon se ab Teri Hi Karti yah hai Shikwa kahe Meharđź’™
kyon Tod Ke a Aaina zakhmi Haath dekhka Roye ham-
Fasana Dosti Ka ab Zubaan Pa Aate Aate
Zubaan Sharminda hai ab geet Jo yah Gate Gate vah Khushiyan Jisk pahlu Ma Nazar Aati Thi hrdm
Nigahon Mein Hi Dekho Aaj Shikva Jaate Jaate Amar Asi Hui Mohabbat na jis mein koi Manzil faqir_e_Ishq Ne jo Di Dua Hai Aate Aate
Na ab Dekhu Makhane ki taraf fr se youn Mehar makhane ka sukun bhi aap le Baitha Jaate Jaate-
Hai tu nai muja tuj sa koyi gila ab
Dua sa muja Tu hai jo bus mila ab
Bazari be manzoor ab tari her dum
Hai bus shart jaame zehar Tu pila ab
Qalam ko na anjaam sa dar hai ab mehar
Hai arsh_e_ail sa mila jo sila ab-
Maa Suno Na ladli Teri Azab Mein Hai
Han Baba Zakhm Mere Hijab mein hai
Mehak uthta tha Tera Angan Jis Phool Se
Who Phool murja hua Kitab mein hai
Maa Suno Na ladli Teri Azab mein hai
Bohut Rula Diya Mere Apno Ne Mujhe
Ab Khushi bhi Dekho saarab mein hai
Maa Suno Na ladli Teri Azab mein hai
Ek Najar Jo Chak Kar Gaya Haya ka girebaan
Aaj Baitha sufiyon ke Khitab mein hai
Aasel Matlab zindagi Ka Kuch aur he hai
To Ku Nahin who Mere nisaab mein hai
Maa suno na ladli Teri Azab mein hai
Rasme Duniya Mein fir Hui Kurban Mohabbat
Aaj dekho fir haya Lipti nakab mein hai
Maa Suno Na ladli Teri Azab mein hai
Lal jode Mein Ku Uthe Jinaza Kahin Maher
Yah Sawal dekho Mere Jawab Mein Hai
Maa Suno Na ladli teri azaab mein hai
Han Baba Zakhm mere hijab mein hai-
Mayusi Mere Chehre per aayi Hai Kuch Yu...
Zakhm per marhum Teri deed sa kar lu...
Dard udaasi Mein zindagi Mukammal b hai..
Rangeen Libas Chod Ke ab Kafan ood lu..
Poochh Baitha Koi Aaj Saiya Phool Ka Pata..
Bol Baitha khak uski ab aaj sahmat du..
Waqt hai Dariya Behta Rahe ga Har pal..
Maut Ke Pehlu Mein Sabar ka Inam Lun..
Bhuj Mere Dil pe hai kaise Puche yah mehar...
Aaina Hai Mera nazar Tu aata Hai Kyon..-
Mere Lafzon Pe Na Ja..
Mere Khyal per Gore kar..
Purnam Hogi Teri Aankhen
Saber Tu Zara aur kar..
Haseen Hai Amavas Ki Raat
Chandni ko na pur_zor kar..
Taraasha Hai Khanjar se Mehar
Jazboo Ko Na kamzor Kar..-
Chalo batlao Tujhe samander ki kahani
Aag Hi Shola hi nahi aske_fishani...
Ugta Suraj main jo dalti hai Hi
Aag Ke angaro pe jo Chalti Hai
Duniya Ke Tanu se jo Jalti Hai
Juti Rasmu kasamu se jo Bahalti hai
Hasti Hai uski nahi Khali hai javani
chalo batlati hun Tujhe samander ki kahani
Parwaz Hai Shaheen ki Na kar iosa qabu
ashk Hai Khwabon Ke Na Samajh isko Aansu
Hakikat Hai Duniya Ki na samajh isko Pahlu
Roshani Hai Suraj ki na samajh isko Jugnu
Qaad hai haya ke naam per Deewani
chalo batlati hun Tujhe samander ki kahani
Nafrat ka zahar peka Ishq Mein Jalti Chita
Duniya Ke Farz Mein nimaz_a_Ishq Ki qaza
khak Se Milkar khud ko Hak Apna Kiya Ada
Khoon Apna behan ka zindagi Tujh pa ki Fida
Aurat Hai who Jiski Kadar Tune Na Jani
chalo batlati hun Tujhe samander ki kahani-