Har wakt tera chehra yaad
khaas rehta hai…
Aakhon mein ek haseen sa sapna ek
khab rehta hai..
Door tooh hote ho tum
jo hum chahte nahi..
Door ho k bhi tu mere
dil k pass rehta hai..-
Hain pyaar hai tujhse ye
kabool-e-ishaar karte hai…
khuda gawaah beintehain
behisaab karte hain..
baat nahi hoti aaj kal humari
hume pata hai…
par kasam-e-khudah har wakt
har pal tujhe hum yaad karte hai…-
Bahut hi hassin the uske sath
bitaye wooh pal…
aaj kal jo humari yaadein
ban beithe hai…
kehte the jo pyaar karenge
aakhri dam tak..
suna hai galib k wooh kisi or
ki jaan ban beithe hai…-
Har wakt rukka rukka
sa ehsaas hota hai…
tere khayaloon mein hi tooh tujhse
or pyaar hota hai…
daar badaar bhatakte the
zamaane mein ikraar k liye…
tere daar pe aaa kar sikha kya
pyaar hota hai…-
Koi Puche Mere Dil Se,Kaise Ye
Zehar Piya Hai,Marna Kisko
Kaehte Hai,Jitte Jee Ye Jaan Liya Hai…
Bedard Zamaane Se Main,Koi Shikwa
Karoon Kaise,Humdard Jisse Samjha
Tha,Usne Hi To Dard Diya Hai…Ye Soch
Ke Dard Shoon Main,Iss Dar Se
Kuch Na Kahoon Main,Ye Dil Ke Rishtey
Pal Mein Ho Jaaye Na Begaane…Katra
Katra Aakhon Se,Kyun Behti Hai Majboori,
Jo Duayein Maangi Hai,Wo Bhi Jaane
Kab Hoomgi Poori…Ye Aaaj Mohabbat
Humko,Kiss Modd Pe Hai Le Aayi,Hai
Saath Magar Naa Jaane,Phir
Bhi Jaise Ek Doori…Kya Socha Tha Kya
Paaya,Ye Kaisa Rog Lagaaya,
Ab Jaaun To Kaha Jaaun,Roothi
Se Takdeer Manaane…Haaye Rabba…
Haaye Rabba,Koi Dard Na Jaane
Mera Dard Na Jaane,Haaye Rabba…
Haaye Rabba,Koi Dard Na Jaane
Mera Dard Na Jaane, Haaye Rabba…-
Ehsaas aaj bhi hai tere jane ka…
Dil mera ye gawara nahi karta…
Door kar de aab teri yadoon ko
Bhi..
Ishq itna bhi kam dil humara
Nahi karta..
Khush raho yahi dua mangte hain…
Khush raho yahi dua mangte hain..
Koi koi dua dil humara nahi karta..-
Mahobaat mein hum jamm ho gaye…
Ek unsunaa sa pegaam ho gaye…
Sajate hai wooh mehfil dusroon k sath…
Hum tooh chur chur hua shisha amm ho gaye..-
Aaj bhi uska khayal ek dam nind
se jagaah jata hai..
Fir yaad aata hai aab wooh khayal
kisi or ki zindagi mehkata hai…-
Dil toota ya nahi ye samajh
nahi aata..
Lafzoon mein bayan
kar jate hai..
Aasoon ko dekh saku aasi
kismat kaha..
Roone par jo aakhon mein
hi kahi chiipe jate hai..-
Maut se kehna aab humari zindagi
ki itni sifarish na kiya kare..
Raaton k aadhere k guzarne ka
hum intazaar kiya karte the...
Aab zindagi ji kar bhi kya
kare eeh dil tu hi bata...
wooh log hi bichad gaye jinke
liye hum jiya karte the..-