Maira waqt toh Ane do.....Sabki Keh kar lege
-
Log ke bich mashhoor tha humaara pyaar
Shayad Nazar hi lag gayi logo ki humare pyara par
Pyaar toh bht karte hai Abhi bhi Magar tum kisi aur se Mai kisi aur se-
Tera hi Bankar Mai jina chahta hu,
tujhe Apne sine Mai basana chahta hu,Dard bht hai sine Mai Magar gairo se nhi bas tujhse hi kehna chahta hu-
Be wajah zindagi jeene me koi maza to nahi,
dil diya hai tujh ko mai ne is me tujh ko koi Gila to nahi ,
be panha pyaar karta hu tujh ko is me meri koi khata to nahi,
bana lunga tuje apni mumtaz Mai ek din is se tujhko koi shikwa to nahi...
-
Tujhe aankho me basa kar Duniya dekhna chata hu,
tere liye hi ye zeendagi Jina chata hu,
tu bas ek baar kahde ke tu meri hai,
tere liye mai fir ek tajmahal Banana chata hu-
Na Jane kaisi udasi chaayi hai,
har lamha Teri yaad mujh ko aayi hai,
khawabo ki dunya me bhi tujh se na mil paaun,
mai apni zindagi haar kar bhi tujh ko na jeet paaun.....-
Talab thi Yaron ki logo ne hum par Dhyan nhi diya
Talab thi Yaron ki logo ne hum par Dhyan nhi diya
Pyar ki awari Mai aakar har insan chutiya kehgaya-
Kyu Kiya tha wada saath rahenge hamesha
Tardap ta hai Dil bas tumhari tasweer
Dekhkar
Ruh na jism se kheech li Hoti warna wada mukammal karte hum hamesha.-
Jab apna pyar kisi aur ke liye rota h,
asli dard tab hota hai.-