Kabhi kabhi jab tak hume sab samajh atta hai naa taab tak bhut der hoo jati hai .....
Haste khilkhilate chehro ki muskaan kho jaati hai....
Jaane anjane main humse bhut galatiyaan hoo jaati hai .....
Akhir kyun hi kiya tha yeh sab maine yeh baat pal pal satati hai ....
Phir jab hum thak jate hai toh bachpan ki yaad bohot atti hai ....
Kabhi kabhi jab tak humey sab samajh atta hai tb tak bohot der hoo jati hai
-