بات خنجر کی ابھی اُٹھی تھی
تم نے کمان ہے کھول دی اپنی
ہم کیا تھے بس چپ بس چپ
تم نے تو بس بات بول دی اپنی-
Bas yun bhi samajh lo jaise aag mein paani
Mil ke aasaan nahi hogi hijrat karna
Hum hamein maazi me chor aaye hain-
Zanjeer hogaya hun main , zanjeer hilaaye koyi
Main maazi sa beet chuka hun , mujhe bulaaye koyi
Chai koyi badmazah wadmazah nahi hoti
Chai zehar bhi agar hai , chai pilaaye koyi
Koyi aawaaz lagaaye , koyi haath badhaaye
Main doob Raha hoon , hausla dilaaye koyi
Bohot mile jalaane waale aashyaan waashiyaan
Aisa nahi teri tarah mera dil jalaaye koyi-
Koyi bhi raasta nazar nahi aata
Magar ek raasta zaroori hai
Tum ek din chor jaoge mujhe
Phir Khuda ka waasta, zaroori hai?-
کرنوں کا اثر ہے یا اپنی ہے چمک ہے
سورج میں نمک ہے یا چہرے پے نمک ہے-
تمہارے بعد خود سے سمجھوتا کیا میں نے
خود پر الزام لگایا ، خود کو رسوا کیا میں نے
تُم کو ہے رنج تو ہم کو بھی وہی ہے
کیا نہیں کیا اور کیا کیا کیا میں نے-
Koyi bhi guftugu nahi aisi
Jaisa tera kalaam lagta hai
Tum jo muskaati ho tapish me
Mujh ko din bhi shaam lagta hai-
جس سے ٹکرایا تھا میں کسی کے لئے
اُسی سمندر نے مجھے ایک کنارا دیا— % &-