Mohabbat kuch alag si hai meri tumse..
Tum khayaloan mein hi nhi
Duaon mein bhi rehati ho.💕-
Imran Saifi
12 Followers · 1 Following
Joined 16 June 2018
26 APR 2022 AT 5:13
21 APR 2021 AT 14:54
Waqt waqt ki baat hai..
Kal jo rang the, aaj daag ho gaye hain.!!-
18 APR 2021 AT 5:21
Talaash mein beat gayi saari zindagani,
Ab samjhe khud se bada koi hamsafar nhi hota !💕-
18 APR 2020 AT 17:33
Dukh kisi insaan ke jaane ka bhi hota uski yaadein chodh jaane ka hota hai..
-