Imamah Ali   (Imamah Ali)
745 Followers · 53 Following

read more
Joined 12 October 2017


read more
Joined 12 October 2017
23 JUN 2021 AT 11:22

Khud ko khud se hi harane ki zid hai,
Zamane ko nhi par aapni hadh khud ko hi dikhane ki zid hai.
Main uss khet ka ann nahi, jise nadiyo ne seecha hai, sukhe zameen me palke maine jeevan ko kheecha hai.
Paharo me chalne ke shamta hai mujhme,
mutthi bhar taano se darta nhi.
Halaat ke kunye me jab jab zindagi jhokegi,
Tehar ke laut aounga main.
Aankho me suraj jaise chamak hai,
Andhero se guzarna ka jhijak nhi mujhme.
Drdhata hai mujhme, haarna meri aadat nhi,
zindagi ke jung me mujhse behtar koi sipaahi nhi.
Khud ko khud se hi harane ki zid hai,
Zamane ko nhi par aapni hadh khud ko hi dikhane ki zid hai.


-


20 JUN 2021 AT 19:54

I hold colorful memories,
Drenched into shades of grey.
Alluring to moon,
that's how night feel blessed.
I keep lingering upon tales which we
shared sitting together,
That's how my black and white pictures
got colors within.

-


9 JUN 2021 AT 10:46

The road filled with rapt-feelings,
Fading away somewhere into
infinity of eyesight.
I seek for colors not so pale, from wildflower that blooms to camouflage the misty greyness, enveloping the ambience.

For every dark feeling, I want to dive so deep into colors of royal poinciana, where the aching heart would stretch out for seeking permanence of
p l e a s u r e.

-


1 JUN 2021 AT 12:21

Read me
in the silence of book room,
Where nooks and corners echoes
thoughts of greenness.
And how my poetry drips
Right from my eyes and make
tapestries of unbloomed art.

With a smile on,
I continue to read myself.

-


17 MAY 2021 AT 22:13

Sab khatam sa lagta hai,
Zindagi thami si lagti hai,
Hawao ke rukh ka pata nhi,
Ruki hawa me
dil bechain sa lagta hai.
Kahi ghum se gaye hai hum,
Lagta hai aisa
Khud ki khoj karne ki taqaat bhi
kamzor si padh gayi hai kahi.


-


4 FEB 2021 AT 0:07

Ae waqt kaash tu kuch pal ke liye tham jata,
Yun berukhi se guzarta na,
hume adhura har pal me banake
tu yun chorkar aage na badhta.

Kaash ehsaas e kami tujhme bhi hoti,
Tere izafhe me faida mera bhi ho pata.



-


12 DEC 2020 AT 20:11

I stared at sky burnt black,
glistening all day in sun.
I know how scars hurt at lifeless night,
When the soul opens up to the mirror inside.

-


12 DEC 2020 AT 0:14

Aaj kuch pheeke se lag rahe the vo,
Jaise maano gulaab ki najuk pankhuriyo
Par khubsurti ka ho bojh.

-


10 DEC 2020 AT 23:46

Zindagi yeh ajeeb kashma kash hai,
Yaha log talaab ko sukha chorkar,
pyaas bujhane ki umeed bhi wahi se rakhte hai.

-


10 DEC 2020 AT 23:39

Rishte qayam karne ke
kaafi wasool hai sahab,
Yeh khaali waqt par hasi thitole karke,
Ya tofe ki saugaat se nhi banti.
Dusro ke dard ko apnakar,
Zindagi ke paheliya saath suljhakar banti hai.

-


Fetching Imamah Ali Quotes