Unhein maloom na hua ,
Ya jaan bhuj k maane nhi kbi vo,
Uski nazar mai galti uskii kbi nahi jo,
tohmatein laga de gaya phirse aaj mujhko,
Vo shaq karta h mai kehtA hu galt h,
mai sab kuch samaj ke b kuch kehta nahi,
phir bhi ulta galat samajti h ku,
shaq se tabah krta gaya mahol vo,
Aur behkaya gaya dusre uljanu mai mujhko,
Ya toh isiliye kiya karta hai ,
maanta hu chalo bahot pyaar h,
phir Ku mujhe faxol sab kehta rehta h vo,
zehan uska hamesha udr hi hota h ku,
Khud galti karke vo khud hi roota h ku,
phir bhi ilzam mujhe pe ku,
samaj k khamosh rehna b mujhe hi padta h,
phir phatt jata hu kuch yu,
jo kehna chahta hu vo b nhi keh pata hu,
samjane wale b har ke reh gaya sare uske aage,
abb toh raha bas mai akele mere pyaare,
aur pyaar mera AHhh,
unhein maloom na hua,
ya jaan bhuj k taiyar ni vo maane ko,
...πππ±π°πΈπ π°π·πΌπ΄π³ π±π·π°π...
-