Newzealand ki masaajid par hone wala attack koi shooting nahi thi ye terrorist attack tha lekin koi media isey terrorist attack nahi kahe ga q ke ye kisi musalmaan ne nahi kiya..... Aur ye attack hua bhi musalmaano par hai. Jihad ab duniya ka har mazhab kar raha hai lekin naam sirf musalmaano ka hi aata hai q????
Q ke wo jihad ka naam lete hai aur baaki mazhab naam liye bagair ye karte hain... Duniya mein musalmaano par hone wale kisi bhi attack ko media terrorist attack nahi kehta q ke un ka kehna hai ke ya to musalmaan ye deserve karte hai ya phir attack karne wale ne kisi pressure mein attack kiya hai.... Matlab insaniyat sirf musalmaano ke waqt mar jaati hai us ke ilaawa har dafa sab ko insaniyat yaad aa jaati hai
hamare Nabi Hazrat MUHAMMAD S.A.W ne farmaaya ke" ek waqt aaye ga jab mazhab par chalna tumhare liye aisa hoga goya haath mein aag ka shola pakdna"
-