Hritik Maurya   (The Mysterious Maurya)
18 Followers · 5 Following

Instagram ID - themysteriousmaurya
Joined 25 January 2018


Instagram ID - themysteriousmaurya
Joined 25 January 2018
1 OCT 2023 AT 21:59

Log do aankhon se dekhte hai duniya ko
Mene un do aankhon mein duniya dekhi hai
Woh shaqs sirat pe maar mita uske
Jiski surat pe saari duniya marti hai

-


7 AUG 2023 AT 8:27

Mujhe chhookar
Meri yaadon ko mehsus kar toh sahi
Mein tera hu bas tera hu yeh baat kabhi sun toh sahi
Yeh kasamein yeh waadein mein saari raasmein nibhaunga
Yeh kasamein yeh waadein mein saari raasmein nibhaunga
Subha ka suraj tere naam likh kar
Mein shaam ki tarha dhaal jaunga

-


7 AUG 2023 AT 8:25

मुझे छूकर
मेरी यादों को महसुस कर तो सही
मैं तेरा हूं बस तेरा हूं ये बात कभी सुन तो सही
ये कसमें ये वादें में सारी रस्में निभाऊंगा
ये कसमें ये वादें में सारी रस्में निभाऊंगा
सुबह का सूरज तेरे नाम लिख कर
मैं शाम की तरह ढल जाऊंगा

-


20 JUN 2023 AT 21:13

Teri yaadon mein kho jane ka maan karta hai
Teri aankhon mein reh jane ka maan karta hai
Maan karta hai tera ho jau mein
Tujhe aapna banane ka maan karta hai
Magar rab ki marzi toh dekho meri aankhon ke saamne yeh ho raha hai
Tu hai kisi aur ki bahon mein
Aur Mujhe Teri bahon mein sojane ka maan karta hai

-


28 MAY 2023 AT 23:27

Chehere toh lakho dekhe humne
Par koi tujhe sa na dekha
Ek tujhe dekhne baad humne
Phir kisi ko na dekha
Surat pe fida toh haar koi hua tere
Teri sirat pe akela bas mein maar mita

-


29 NOV 2022 AT 21:53

Kya karu in aankhon ka jinhe kitaabon ki tarha yaad karli
Ek tera he chehera dikhe haar Chehere mein is qadar tujhe mohabbat karli

-


10 NOV 2022 AT 20:05

Yeh meri Muskuraahat nahi
Tumhari yaadon ki jhalak hai
Yeh mere kadamo ki aahat nahi
Tumhare Payal ki Jhanak hai
Yeh mere dil ka sukoon
Tumhare Kangan ki khanak hai
Yeh jo mein hu yeh mein nahi tum ho
Aur Tumhari chahata ka aasar hai

-


6 MAY 2022 AT 20:46

Use bewafa tum khete nahi aur khud se aajad hona chahate ho
Use bewafa tum khete nahi aur khud se aajad hona chahate ho
Yaar yeh kese mumkin hai
Pinjare mein rehe kar tum udana chahate ho

-


17 DEC 2021 AT 21:05

Na kisi ko kareeb aane diya kabhi
Na khud ko kabhi kisi ka hone diya
Tamam umar(तमाम उम्र) nashe mein guzari mene
Kuch teri yaadon ka Sahara liya toh kuch sharab par chood diya

-


10 NOV 2021 AT 22:45

Jis ki salamti Dua Zindagi Bhar mangte Aaye
Usi ki Mohabbat Ko Kabhi Apna banaa Na Paye
Palak jhapakte hi wo shaksh Kisi Aur ki bahon mein dikha Humein
Hum bhi kitne Nadan Hai Jo unhe aaj tak bhula na paye

-


Fetching Hritik Maurya Quotes