Tum bin sab adhura Tum bin jaise life me kuch bhi nhi Tum bin jaise hawa ka jonka Tum bin jaise diya 🪔 or 🏓 bati hum Tum bin me kuch bhi nhi Sub kuch tumse hi meri jindagi me rang ho jaise❤️❤️❤️❤️❤️
Tumse hi sabkuch Tumse hi na kuch baki hai Tujhse milke yeh lagta Jaise sabkuch pura hai Jeene ke liye tu kafi hai Tera khush hona hi sabkuch Na kuch paane ko baki hai Mere liye tu jannat Ab sab Tera hai jaana Na kuch paane ko baki hai Jeene ke liye tu kafi hai...hubby