Behete Ishq ki zubaan nahi hoti
Lafzo se mohabbat baya nahi hoti
Mile jo pyar kadar karna yaaro
Kismat har kisi pe mehrban nahi hoti....🥺-
The world is so unpredictable. Things happen suddenly, unexpectedly. We want to feel we are in control of our own existence. In some ways we are, in some ways we're not. We are ruled by the forces of chance and coincidence.
-
श्री कृष्ण कहते है
कि सडक कितनी भी साफ हो धूल हो ही जाती है
इंसान कितना भी अच्छा हो गलती हो ही जाती है
🏵️राधे राधे🏵️-
Half the world is composed of people who have something to say and can’t; the other half have nothing to say and keep saying it.
-
The 26 letters of the English alphabet are so intelligently arranged. they show you the way of life.
"A"lways "B"e "C"ool. "D"on't have "E"go with "F"riends and family.
"G"ive up "H"urting "I"ndividuals. "J"ust "K"eep "L"oving "M"ankind. "Never "O" mit "P"rayers.
"Q"uietly "R"ememeber God. "S"peak "T"ruth. "U"se "V"alid "W"ords. "X"press "Y"our "Z"eal.-
Wo safar mein thi ruka hua tha main,
Wo zamaane se aage thi atka hua tha main,
Wo naye iraadon mein thi aur purane khyaalon mein tha main,
Usne phir kabhi peeche mudd ke dekha hi nahi aur theek piche hi khada tha main...-
Haan Teri muskaan kaafi hai dil harne ke liye,
Abhi to nazrein baaki hai mujhe maarne ke liye,
Shayad baatein kam hoti hain humaari,
Abhi mulaakatein baaki mujhe sawarne ke liye,
Kuch raatein bitayi hain tujhse baatein kar,
Vo raatein kaafi hai ye umr guzarne ke liye,
Aur shayad ye janm mera kaafi nhi hai,
Tere saare karz utarne ke liye,
Ek aur janm main lunga zaroor,
Humari dastaan Amar banane ke liye,
Ye jazbaat shayad dabakar rakhta main ta umr,
Par izhaar krdeta hun tere inkaar kar jaane ke liye...
ये कहना था तुम से मोहब्बत है मुझ को
ये कहने में मुझ को ज़माने लगे हैं
तुम्हारे मौजूदगी से ही
मेरी ज़िंदगी के हर पल मुझे खुश बनाने लगे हैं।।-
Haan Teri muskaan kaafi hai dil harne ke liye,
Abhi to nazrein baaki hai mujhe maarne ke liye,
Shayad baatein kam hoti hain humaari,
Abhi mulaakatein baaki mujhe sawarne ke liye,
Kuch raatein bitayi hain tujhse baatein kar,
Vo raatein kaafi hai ye umr guzarne ke liye,
Aur shayad ye janm mera kaafi nhi hai,
Tere saare karz utarne ke liye,
Ek aur janm main lunga zaroor,
Humari dastaan Amar banane ke liye,
Ye jazbaat shayad dabakar rakhta main ta umr,
Par izhaar krdeta hun tere inkaar kar jaane ke liye...
ये कहना था तुम से मोहब्बत है मुझ को
ये कहने में मुझ को ज़माने लगे हैं
तुम्हारे मौजूदगी से ही
मेरी ज़िंदगी के हर पल मुझे खुश बनाने लगे हैं।।-
Koi kyun mera Intezaar karega?
Apni zindagi mere liye Bekaar karega
Hum konsa kisi k liye Khaas hain,
Kya soch kar koi humain Yaad karega?
Jo badal jaye Woh yaar kaisa?
Jo chor jaye Woh saath kaisa?
Log kehte hain Tujhe phir se Pyaar hojayega,
Par jo phir se hojaye Woh pyaar kaisa?-