ajeeb si reh gayi hai Zindagi apni,
sabkuch nahi milta ye soch kar
sab kuch paana bhi kho dia humne!
khuddar se khushmijaaz se hokar ,
Apna sabkuch sa gavaa sa diaa humne hi.
— % &-
[15/01, 2:23 am] .:
Usse jo waade kiye the..vo poore kar dena,
mere liye na sahi kiseeko to poora kar dena
Paas rehkar humme kamiya hi dekhi hai,
dur rehkar kuch achiaayi dekh lena..
Adab se jo nibhaaye.. vo samjh nahi aya,
jo khulkar nibhaaye tum usske ho lena.
Mera apna sirf ek hi tha.. par dheeme dheeme vo apna nahi reh gaya..-
akela kar gye hai.
to akele hi sahi Ab jeeyenge to bereham se jiyenge.
wafaa daari bhi kam na aayi to ab shikwa na karenge-
Ab jee lenge
saari zindagi tanha hum;
Ab to nibhakar bhi dhunda humne ....
mitti ke INSAN mein Mohabbat nam ki milee ...!
Sirf MOHABBAT ki khwaahish ke khaatir .-
saaf Dil se nibhaane valo,
DUNIYA kabhi tumhe QABOOL na karegi.
Nafrat itni ghol hi degi,
Rang saare nichod hi degi,
Gar tu Saf niyat se aa sakta hai,
to saaf niyat se jaa bhi sakta hai.
khudgarzi ki duniya mein,
khud ko bhi khush paa sakta hai.
-
Humne kya khoya or paaya itne saal,
ye hum nahi humara vajood jaanta hai.
Tum to phir se apni pehli si AARzu mein khush ho.
Ab na sharyi hogi na fasaana hoga,
Guzre jo waqt sab bhulana hoga.
Is mehfil mein gar sachhai se MOHABBAT na milee ,
phir Q Har dafa Ashq bahaana hoga,
Ab na hi phir se TUMHE dohrana hoga,
Ab bichda ye Humaara zamaana hoga.
Samjh aaya humein ab jaakar..
Jo wafa karein Usee wafaa e yaar na mila hoga..
-
khabar na hone dena,
ki tum Khudki khoj me ho..
phir se agar vo aye
to phir ab jaana mat...
ye dard , ye aarzu,
kisee ayse ko do,
jo asal me AITBAR ka qaayal ho.-
vo chaah ke bhi nafrat nahi bhar sakte,
humne dil se unke mohabbat ki hai,
khuda kare ki unhe Zindagi bhar ka sath Dilwaali se milee .-
humne shayri apni ek bhi neelaam na ki kiseeko yourquote par,
dekh meri aajkal ki mohabbat .
bichadkar bhi,
badnaam bhi,
benaam bhi ,,,
tanha bhi sahi magar bazaaru nahi ....
-