Himanshu Singh   (Thewriters_butterfly)
63 Followers · 30 Following

read more
Joined 6 February 2018


read more
Joined 6 February 2018
5 AUG 2020 AT 10:50

मंदिर का ईट ईट बतलाएगा, जब राम लला वहां आएंगे
कशमकश सारी दूर हो जाएगी, जब राम लला विराजेंगे

दिए जलेंगे पटाखे जलेंगे, जब रामलला वहां आएंगे
पूरा हिंदुस्तान हम रोशन कर देंगे, जब रामलला आएंगे

मिट्टी पूरे देश की आई है रामलला के आंगन में
नदिया भी साक्षी होगी इस पवित्र स्थापन मैं

सालों की मनोकामना पूर्ण हुई, अब रामलला आए हैं
भूमि पूजन की मंगल बेला संग लाए है
हर घर खुशियां और उमंग भर आई है

इस पावन अवसर पर आनंदित है हर एक धाम,
आज पुनः पधार रहे अपने महल में श्री अयोध्यापति राम

जय श्री राम🙏🏻

-


1 AUG 2020 AT 13:07

Judai ka silsalla kuch esa hai
Kehta tumhi se sab kuch hoon,
Par tujh se hi kehne se darta hoon

Sath tere hi rehta hoon
Fir bhi ajnabee sa lagta hoon
Sehmat hoon teri saari baaton se
Fir bhi roz tujhse hi ladta hoon

Bohat kuch likh kar mita deta hoon aksar
Na jaane kyu fir bhi har baar likhta hoon
Samjhaye jo tu har baar mujhse toh sab kuch samjhta hoon
Naa jaane kyu har bar fir, nasamjhi sa krta hoon

-


27 JUL 2020 AT 1:59

Mehrama mai bikhda hoon kaanch ki tarah
Tehar kar samet le raakh ki tarah,
Saansein aur yaadein toh wai hai
Bss tu hi nai pehle ki trah

Marham lga de tu,
ya dard hi badha de
Yu chup na reh,
khaamoshi mai hi kuch bayaan kr de

Raatein nasaaz si lagti hai,
Subha ki suraj mai wo Roshni nahi tere bin
Alfaaz choot rahe ab,
Jeena bhi gawara nahi tere bin

Shayad taalash hai ek taare ki,
Chand raha nahi pehle ki trah
Jee rha hoon mai aaj bhi
Magar Intezaar aaj bhi pehle ki trah

Ho meri hi galti hi sahi,
Maaf tu bhi toh kar sakti hai pehle ki tarah
Kya Asaan hai pal pal rishte badalna
Ya Rishte thaam kar baitha rahoon humesha ki tarah

-


22 JUL 2020 AT 23:54

There was the time, I was beginner
In the beginning,
Everything was clear

Nevertheless when life happenned
I was having a talk with my inner
Feelings flowed just like river

My words, they thought was meaner
I accepted everything but not the sinner
Blood was thick I applied thinner
In the rescue of self,
I was the winner

-


19 JUL 2020 AT 22:56

Tere sath bitaye lamhe behad khaas hai
Khamosh lamho mai bhi bahot baat hai
Ab toh tanha kat rahi raat ye
Fir bhi tu mere sapno mai mere saath hai
Yaara teri ishq mai,
Aisi bhi kyaa baat hai?

-


19 JUL 2020 AT 22:49

Its possible that we part away
Or Maybe love evaporates
Like trees shed thier leaves in autumn

Its possible not to share the same bond
Like the happyness that couldn't be found
Or maybe life has to show some new wounds

Its possible that heap of memories haunt
Like the scars sometimes taunt
Or maybe the fake smiles which we flaunt

Its possible that at times we fail
As there is much more to avail
Or maybe let the feelings curtail

-


29 JUN 2020 AT 22:02

Fikr tumhara
Tanhaiyon mai bhi Zikr tumhara
Aasaan hai kya bhulna, itra tumhara

Lafz bebaak hone ke bawazood
Tujhe dekhte hi khamosh ho jana

Rastein mai agr dikh jaao
Toh mera uuhi mushkurana

Galtiyo pe maaf kar jana
Khushi mai tujhse hi lipat jana
Aasaan hai kya, tujhe yaad kiye begaar so jana

Tumhara Nazrein churana
Uu Zulfein sawarna
Bandishe ke bawazood ishq kar jana

Laparwah mai, tum shmbal ke aana
Iss baar dair se hi sahi yaadon ke sath, tum bhi aana

Mehfilo mai tumse mile bina hi
Teri zikr kar jana
Tanhaiyo mai tumhara hi bss fikr krna
Aasaan hai kya uu hi Ektarfa Ishq kr jana

-


26 JUN 2020 AT 23:32

Kaafi ahemiyat hai zindagi ki
Isse Uu na jaya kar

Maa Baap ke baare mai soche bina
Uu khud ki khushi ko uu na bahaya kar

Log aaye the khushi baatne
Unke saamne dukh ki baat na laaya kar

Jaruri nai Har shaks khoobsurat ho dil se
Ispe thora gaur farmaya kar

Uu jaan gawane se pehle
Jaan ki keemat toh jaana kar

Gar ho jajbaat bhari dimaag pe
Toh Maa Baap ke paas aaya kar

Ae bekhabar Ishq hai gar karna jaruri
Toh Maa Baap pe hi aazmaaya kar

-


26 JUN 2020 AT 23:26

Aksar log jhuuthe hote hai
Unse nibhaya hua ishq nai

Bharosa karne wale hi aksar
Bharosa todna shikha jaate hai

Raah mai sath dene wale log hi
Rastein bhatkaate hai

Shayad Mohabbat shikane wale log hi
Dil tod chle jaate hai

-


26 JUN 2020 AT 23:12

Kashti kinaare pe, Dil lehro ki bich
Kuch bach gya kuch sukh gya
Wo ishq tha jo duub gya

-


Fetching Himanshu Singh Quotes