Paid Content
-
Jamane Ko kuch bhi jatana nahi chaahati,
Aise nahi... read more
Samajhiye mausam ke ishare ko,
Gussan ab is bauchar se darkinar karo,
Main toh bheeg gayi is ishk ki barish main,
Ab tum bhi khud ko tanhah mat rakho....-
Wo mujhe ek taraf toh chand kahata h,
Aur dusri taraf koi mera deedar kare use bardasht nahi.....-
Meri khamoshi ek samandar h,
Teri jaise khamoshi na jane kitani mere andar h.
Tu kya mujhe aajmayega ae waqt,
Tujhse aajmaish karke hi toh main khamosh baithi hun......
-
Main tujhe aur tu mujhe ab mat samajh ,
Kyunki tu mujhe samajhna nahi chahata ,
Aur main tujhe samajh nahi sakta,
Samajh k is dayare ko isi kadar banaye rakhna,
Thoda maine khud ko samhal rakha,
Thoda tu khud ko thame rakhna,
Milna hoga to mil jayegi manjil,
Nahi toh upar wale ne kuch toh kismat mein likha hoga.....
Uske faisle ka tu tahe dil se svikaar karna.....-
Kabhi halat ke age khud ko bebas hone ka dard mehsus karna,
Mere is man ki kitab ko apni dhakan se jarur padna,
Meri is bebasi ko jo aap samjhoge ek din,
Mera safar us din hi mukammal hoga...-
Aur hume uske signal ko samjh ke,
Rone k wajaye ,
Khushi khushi uske decision ko accept kar lena chahiye,
Kyunki ek bright future apka intazar kar raha h-
पहले उलझते थे हर बात पर ,
अब खमोशी से हर बात मान लेते हैं।
कुछ हादसों ने हमें
समझदार बना दिया है।।।-
Kuch samajh nahi aa raha h ae jindagi.
Aaj tune mujhe barbaad kiya h,
Ya maine tujhe....-
Kaise samjhaun apko ?
Ki is baar meri koi galati nahi h .
Mana bahut galatiyan ki h jinki mafi nahi h..
Magar kubul kiya h apne har gunah ko.
Bharosa to karo mera bewajah aise gunehgaar na kaho..-