Do people hold on other people's past or they look beyond it??
-
And writing brings you peace. You search no more for happ... read more
Kitne khwaab the humare
Najane kyu aaj khwaabon k peeche 'the' lagana pad gaya
Tumse byaah bada mehnga pad gaya
Hisaab karne baithe toh palda humara khali reh gaya
Kaise tole khudko tumhare bara bar
Jab humara toh kuch bhi na reh gaya
Tumse shikayaten itni nahi hai hume
Jitne khud se hai
Tumse kya jude sapnon se naata tod liya
Ghar grihasthi k pyaar main
Khud se pyaar nibhana bhul gaye
Aaj jab aaina dekha toh yaad aya
Hum toh alag se bhi zyaada badal gaye
-
Can you just be here forever ? I don't wanna be lonely again. — % &
-
Atak sa gaya hai dil un baatein pe jaha mud jana thik tha
Un choti si mulaquaton pe jinhe bhul jana thik tha
Un sakt dil wale haathon pe jinhe jhatakna thik tha
Majboor sa apne hi man ki kaid main jaha se sirf udna jana thik tha.— % &-
Dear web entertainment,
Tumhare paas saare questions k answers hai but how to handle real life relationships ko chod k , lockdown k baad hum sabne tv, webseries , movies ya short films dekhne shuru kiye but i wish life would be that simple jitna dikhate hai ... I wish itna khul k keh paate but you real life is different . It's more Tangled and complex . Rishton main lakeerein hoti hai hum apni haddein jante hai, kabhi tareeke dhundte hai baatein pohachane k ya gusse se , but kuch bhi kaho jaisa dekhte hai waise asal zindgi main nai hota hai.
Tum romance ko bhi gaano daal kar khubsoorat banate ho or hum saath dene ko romance Maan lete hai , maa baap itne bhi forward nai hue hai abhi but ek ek kadam badha rahe hai ...dheere dheere par naye raah pe sab chalne ki koshish kar rahe .
So thank you for that!
P.s. baatein or bhi hai khat or bhi aayenege
Heer — % &-
Ki faasle hi sahi hai humare liye
Roz tukdo tutna ab manzoor nai hai hume
Ishq ne hume bahut jhukaya
Par jo parwaaz na de aaise Ishq
Manzoor nai hai hume— % &-
Of my birthday it's the first day and growing old every year is not fair .....— % &
-
Of my birthday it's the first day and growing old every year is not fair .....— % &
-