Fikar nahi dua kariye.. har gum ka aansu khushiyon se bhar jayega...
Sabr rakhiye.. ek din vo waqt bhi aayega,
Jitna likha hai vo khuda ada zarur karta hai or jo na kar saka...
usse vo aapke dwara dua'aon mein ki gyi arzi ko qabool kar.. kismat mein badlav zarur layega.- @hey_diaryspeaks
10 DEC 2019 AT 23:31