Mujhe sabdo se khelna bhata hain Haa.... Mujhe aaj bhi tumhara intezar krna raas aata hain Tumhara mujhse milne ko u tadpna Aaj bhi yaad aata h.. Haa.... Mujhe aaj bhi tumhara intezar krna raas aata hain Wo jo... tumse nazare mila kar nazre jhuka lena Aaj bhi yaad aata h Ye jante huye bhi ki Ishq nhi hai tumhe mujhse Fir bhi tumse ishq nibhana bhata hain Haa... Mujhe aaj bhi tumhara intezar krna raas aata hain.