Hatya Ra   (I.M)
16 Followers · 1 Following

Joined 26 December 2019


Joined 26 December 2019
1 FEB 2022 AT 2:04

Titlio ki chaht me |
Kyu jugnuy nhi dikhti ||

Galti ho gai agar galti |
Kyu jindgi se wo nhi mit ti||— % &

-


13 OCT 2021 AT 10:17

Hogi bhale khas tu kisi ke liy|
Sitam is baat ki nhi ki tu khud garz h ||

Banaya Nayab ho bhale khuda ne tujhe|

Dukh is baat ki h ki tu bedard h||

-


29 APR 2021 AT 23:32

Tu to mere aankhe ,
Har baat ,
Har jazbaqt , padh Lia krti thi na...
Fir kyu in assuo ko na padh paai ll

Haar naa me tujhko maang rha tha Mai..
Kyu tum bass itti si baat na smjh paai||

-


29 APR 2021 AT 23:03

Tu khamosh hoke yu aise na chikha kr..
Narajgi h to wahi Shi,
Utar Lia kr|
Mgr u door rhne Ka bahan yu aise na Khoja or||

-


19 OCT 2020 AT 23:33

Wajah, Jo likhne ki thi|
Wo jine ki aas ban chuki h||

Haar bhi gya agar wo ,
To sayad Thora gum hoga|
Magar,
Agar kosis bhi na ki|
To nirasha , usse Kam bhi to na hoga||

-


28 SEP 2020 AT 1:01

Ajnabi h agar abhi to |
Ajnabi hi rhne de na||
..
Door rahogy har marz se|
Samip agar na kisiko rhne de na||

-


2 AUG 2020 AT 22:30

Suna h kapro ki nakabo se nafrat h tujhe!!!
Mgr
Tere Chehre' ki nakabo ki jikarr,
Tune Kabhi ki,
aisa to Yaad nhi aata!!!!

-


31 JUL 2020 AT 20:11

Kisi se izzat ki guhar nhi lagaty!!
Bass Apne dhram ki bezzati bardast nhi Hoti!!!


Jai Bhawani !
Jai Sri Ram !!
Jai Maa Kaali !!!!

-


28 JUL 2020 AT 13:42

Insaan nhi , insaniyat ke gunahgaar ho tum!!

Khud ke nazro ke aadalat me bhi mukadma haar jaogy!!!

-


13 JUL 2020 AT 23:25

Shayari , Tu kaisi h re!!
Jiska bhi Dil tootataa usko Tu apna bna leti......

-


Fetching Hatya Ra Quotes