Chale aao ki
Koi bt kahna hai
Ab....
Din ko din
Kahna hai
Aur raat ko raat
Kahna hai
Utar gaya
Sara khumar
Lahasil ishq ka
Ab dhoop ko dhoop
Kahna hai
Aur chanw ko chanw
Kahna hai-
Kuch yaadon k warq
Kuch zakhmo ka punchnama
Kuch khwaishon ke pulinde
Sahej rakkhe hain