Bhale pyaar se baat na karna,
Par pyaar ki baat karna na!!-
Hasii Khushi ย
(Hasiikhushiโค)
24 Followers ยท 10 Following
Joined 26 June 2020
10 AUG 2021 AT 19:53
Fasloon ka kya tay karlengy,
Tum sath mein faislaa le paogy?
Wadon ka kya pura karlengy,
Par tum pura karwa paogy?
Kisi teesre ki zarurat na pade,
Kya itna mujhe samajh paogy?
Har mohbbaat mukammal nahi ho pati,
Kya tum saath de paogy?
-
15 JUL 2021 AT 9:19
Zindagi aise mod pr thehr gayi
Jahan koi ek hi khush reh sakta hai
Maa baap
Ya
Pyaar๐๐๐
-
16 JUN 2021 AT 23:10
Zindagi ke har mod par,
Smjhaya hai khud ko!!
Ab vo shaqs chhaiye ,
Jo samjhe mujhko!!-
18 MAY 2021 AT 12:20
Har mod par samjha mene sabko,
Par mujhe har mod par sabne nahi!!-