Sab "Aansuon" se pareshaan hain...
Yakeen maano "Muskurana" aur bhi mushkil hai...-
Sulah kr li hai mene apne jazbaaton se...
Na tum bahar aane ki kosish karoge......na me tumme safar karunga....-
Aankhon ki hud ko todkar seene pe aa gira...
Ek aansu mere sabra ki tauheen kr gaya...-
ek shikayat hai mujhe upr waale se,
ki samjhdaari dikhane ka saara zimma mujhe hi kyun diya....-
aaine ne kahan kisi ko kabhi sach dikhaya hai....
hamesha daanya ko baanya bataya hai...-
Ae waqt...
tere sabak ki zaroorat nahi mujhe,
uske pyaar aur samaye ki ehmiyat samjhta hun main..-
waqt se pehle milne waali har cheez hamesha takleef hi deti hai.....
har cheez,...pyaar bhi.-
aur bhi mushkil ho jaati hai zindagi,
jab aapka pyaar hi aapki kamzori ho....-
jab har koi aapko akela chor de...
to khudse hi, khudko apna lena chahiye...-
ek baar fir se ulajhna hai tumhare saath us class ki us seat pr.... bohottttttt kutch suljhaane ke liye
-