hamid fayaz   (Hamid fayaz)
171 Followers · 252 Following

.-.-.-
Joined 17 November 2019


.-.-.-
Joined 17 November 2019
22 APR 2023 AT 6:43

♥️DAD♥️
main tou samja tha
ki loot aatai hai janai walai
tu nai ja kar
mer qismat judayi ki

-


20 FEB 2023 AT 14:01

Nayai parindun ko udnai mai waqt tou lagta hai.
pyaar ka pehla khat likhnai mai waqt tou lagta hai.
-------JAGJIT

-


9 FEB 2023 AT 8:44

tum itna jo muskura rahe ho
kya gam hai jisko chupa rahai ho
-------JAGJIT

-


29 MAR 2022 AT 2:46

yun ham sai sawal na kijiyai mai ro padunga
jawabun ka jawab na dejiyai mai ro padunga
taqdeer likhi huvi hai yai baat maloom hai
ab taqdeer ko badnaam na kijiyai mai ro padunga
sabr tou allah pai baroosa hona hai saahib
ab sabr ka imtihaan na lijiyai mai ro padunga

-


7 MAR 2022 AT 0:02

Iss haal Sai vo haal kya jo haal be bahaal rahai
Rehna chahtai ham vahan jahan hameshaa sawal rahai

-


23 NOV 2021 AT 3:45

Wo saat kya jo pass ho
Wo pyaar kya jo mila ho
Wo raat kya jo chamakti ho
Wo din kya jo khass ho
Wo milna kya jis mai dard na ho
Wo bichadna kya jis mai khushi na ho
Wo doop kya jis mai chavun na ho
Wo sardi kya jis mai chadar na ho
Wo chalna kya jis mai khamoshi na ho
Wo rukna kya jis mai hangama na ho
Wo roona kya jis mai aansun ho
Wo khusii kya jis mai shadmani ho
Wo saat kya jo pass ho
Wo pyaar kya jo mila ho

-


26 JUN 2021 AT 10:25

Jo saat tha vo saat reh gaya
Jo pass tha vo pass reh gaya
Jisai dhondnai ki koshish ki
Vo chupta hi reh gaya
Jisko milna chaha
Vo bhaagta hi reh gaya
Hamari zindagi itni si hi reh gayi
Jo khaab tha vo khaab hi reh gaya .

-


9 FEB 2021 AT 2:28

Yai raat ki gehrayun mai ham kho gayai
Yai gamun kai duryavun mai ham so gayai
Yai gam e aashiqi gazab ki cheez hoti hai
Yai Raastun mai jo b milai ham jud gayai
Yai dil mai mere dil sai baat hoti rehti hai
Yai pahlai hi marai huvai fr sai q mar gayai
Yai ashiqun ka soda hua badai bazaar mai
Yai jo b chukanai gaya vo vahi baith gayai
Yai raat ka manzar yai raat ki thandi hawayain
Yai mere dil mai basi hai baki sab lai gayai
Yai wadai yai sapnai jo kiyai dikhayai thai usnai
Yai tohfun cheezun k saat wo wapas dai gayai
Yai din daikhna padai ga yai pata tha hamai
Yai meri zindagi mai koyi aur hai keh kai chalai gayai

-


3 FEB 2021 AT 16:59

Aaj fir sai wo yaad araha
Dil teez dhadakta jaraha
Alfaaz arahai hai mere hountun par
Lkn haath mera kaampta jaraha
Chahun tou fr sai bhulavun wapas
Lkn uss ka bewafa hona satata jaraha
Apnai haal lai kai kahan javun mai ab
Har aik ilaaj ussi ko dikhata jaraha
Javun tou kahan javun ab mai akhir
Har mazil ussi ko dikhata jaraha
Door rehna chahta hun uss sai
Uss ki yaad wapas bhulata jaraha
Mere Zindagi bangir hi likhi thi khuda nai
Har aik mood par wo sikhata jaraha




-


12 JAN 2021 AT 23:58

Kuch lamhu sai thk nhi lag raha mai n pouchaa tha
Vo udr idr ki baatun mai rakh kai chali gayi
Muj sai shadii karogi darkhast ki thi mai nai
Yai sun kai pata nhi kin khabun mai chali gayi
Mai n kaha chup q ho chahtai kya ho muj sai
Vo kisi aur ka haath pakad kai mere samnai sai guzar gayi

-


Fetching hamid fayaz Quotes