ये जुल्म कि इनंतिहा होगई है
या रब रससी कस दे,
इनं जुल्म के ठेके दारौॅ कि,
बचा ले इस रुलती, व खतम होति,
इन्सानियत को.
Roze ki aadath hogaee hai
Ye zulm ki intihaa hogayee hai
Ya Rabb rassi kas de,
In zulm ke theke daaron ki,
Bacha le is rulti, wa khatam hoti,
insaniyath ku.-
Muslimah
Indian
Mai koi sha'yera nahi,mai koi adeebah nahi!
... read more
گویا کہ بے جان تھے ہم,
اللہ کا حکم ہے رشتے نبھانا,
تو رکھنا پڑا ہمے رشتوں کا بھرم!
Rishton Se anjaan the hum,
Goya ke bejaan the hum,
Allaah ka hukum hai rishte nibhana,
To rakhna pada hame rishton ka bharam!-
جینے کی کچھ آس تو دے
پرواہ نہیں ہے مجھے زمانے کی
تو بس مجھے اپنا ساتھ تو دے!
Ek raath mujhe awaaz to de
Jeene ki kuch aas to de
Parwaah nahi hai mujhe zamane ki
Tu bus mujhe apna saath to de!-
कई तस्वीरें उबहर कर,
यादें सवार जातीं हैं,
कुछ अनमोल मोती बिखेर कर.
Mann ke canvas par,
Kaee tasveerein ubhar kar,
Yadein sawaar jaati hai,
Kuch anmol moti bikhair kar.-
Jab duniya par gaur Karo
To janoge sab Kuch Qatam hojayega
Bas wahi Rabb ki zaath baqi rehegi
To guroor mat Karo aur Allaah se lov lagao-
Jab bi tu saath hai, Ek ajnabi sa ehsaas Hai
Jo dil ke Kanon Kanon me Basa hua hai-
حالات سے ڈر کر
کبھی سمجھوتا نہیں کرتے،
حالات سے ڈر کر،
کبھی بھاگا نہیں کرتے،
حالات کاڈٹ کر مقابلہ ہیں کرتے،
یہی ہے ایک بہادر انسان کی پہچان،
اور یہی ہے ایک مؤمن کی شان.
Haalaath se darkar
kabhi samjhota nahi karte,
Haalaath se darkar,
Kabhhi bhaga nahi karte,
Haalaath ka dat kar,
muqabla hain karte,
Yahi hai ek bahaddur insaan ki pehchan,
Aur yahi hai ek momin ki shaan.-
दिल का दरद छुपाने को,
जब यह लब मुसकुराते हैं,
पर,
यह आँखें शोर मचाति हैं,
सारे राज़े दिल बयाँ कर देति हैं.
Dil ka dard chupaane ko,
Jab ye lab muskuraate hain,
Par
ye aankhen shor machaati hain,
Saare raaz-e-dil bayaan kar deti hain.-
वखत फिसल रहा है,
हाथों की इस,
देख संभल,
कुछ अछा बनजा,
कुछ नेकी करले.
Waqth phisal rahaa hai, Hathon ki is reth ki tarha, Dekh sambhal, Kuch achcha banjaa, Kuch neki karle.-
"Buzurgon ki batain"
Hai qhaul-e-Muhammad, qhaul-e- qhuda,
Farmaan na badla jayega,
Badlega zamana lakhon magar,
Qura'an na badla jayega:-