Kuch bhi toh nahi samhala gaya mujhse
Na biwi bache ki zimmedari
Na Ghar, na rishtey na hi apne..-
Memories...
Are those you get past through time.
It's get thinner but at the end,
It remains inside you...-
Hum usse pasand aye
Yeh bas itefaaq tha.
Saalo tak sirf
hum hi pasand rah gye
Yeh mohabbat tha.-
Paheli mohabbat ka ehsaas jo tha.
Bewafaai ek dusre karte bhi kaise.
Ye to kisi tisre k jaalsaji thi
Na wo samjhi pai
Na hum usko samjha paye.-
Bewafai na usne ki na hum ne.
Bas halat kuch aise bane
Ki ek dusre ko - ek dusre se
Rukshat karna pada.-
Jimedariyon ka bojh aur Kisi k fikr ne
Hume sant aur sarif bana diya.
varna hum bhi barood thye janab,
choti si choti chingariyon se jal uthte thye.-
ये ज़िम्मेदारियों का बोझ और किसी की फ़िक्र ने हमें संत और सरिफ़ बना दिया,
वरना हम भी बारुद थे छोटी से छोटी चिंगरियों से भी जल उठते थे.-
Staying quiet, silent observation &
Having patience to wait for right time
Is STRENGTH not WEAKNESS..
Not everyone is meant to understand
What these are really meant....-
Insaan tab nahi tut ta hai
Jab halat bure ho.
Insaan tab tut ta hai,
Jab waise waqt mein uske apne,
Usse baat kaam aur taane jyada mare.-