Maa Tera anchal kuch aisa yad ata hai, jaha koi dard pas nahi ata hai, tu aise dawayi ban jati hai jo bade se bade dard ko khatam kar jati hai.
Maa jab bhi teri godd mai leta karti hu, toh garmi mai bhi thandak ka ehsas kiya karti hu, ye tera anchal hota hi itna pyar bhara hai ki bachcha kitna bhi bada ho jaye, phir bhi chota banne ki kosish kiya karta hai.
-