Jo dard tha man me,
Jo khamoshi thi,
Use mai akeli bardaash naa kar paayi
Par thodi to shakti de bhagwaan,
Taaki mai apne aap ko sambhal saku,
Taaki khud se thoda pyaar kar saku,
Duniya waale kya sochte hai,
Usse mujhe koi fark naa pade,
Bas mai khush hu ya nahi,
Fark usi baat ka pade
Dusro se khudko compare karo,
Itni kamzor nahi ho tum,
Karodo ki aabadi me,
Sabse keemti heera ho tum
Kabhi apne aap ko dusro se kam mat samajhna
Tum kya cheez ho,
Ye bas tum hi ko hai jaanna
Gowri, you are the best,
Aisa motivation mujhe khudko hai dena,
Bas mujhe khudki keemat hai samajhna
Bas mujhe khudki keemat hai samajhna.....
- Gowri-
Gowri Ghanpathi Â
(Gowri)
1 Followers · 3 Following
Joined 8 July 2020
20 SEP 2022 AT 19:28
29 APR 2021 AT 23:32
True satisfaction is when you help others out of love and kindness
-
8 SEP 2020 AT 17:57
I was stuck in difficult situations,
So that I could face those situations ,
With a smile and not with a tensed face....-
5 SEP 2020 AT 12:39
I would teach the lessons,
Of honesty, faith, truthfulness ,
kindness and humanity,
to the children....-