Darna mat mujhse kabhi
Par tujhe hum kabhi Nazar na aayenge,
Bat chubi hai dil pe bhut or ab dil se hi uthar jayenge,
Yamraj se hui hai bat hamari kundli leke chala hai waha se kab aayega kabar nahi iski chal diya yamraj waha se bus ye hai bat jaari-
Chinta na kar aye Chita ke musafir
Kuki Teri chinta to har us shaks ko hai
Jo tujhe mout ke ghat utharne ke bad
Teri Chita kaise jalaye in chintan me h-
Is safar-e-zindagi me
Jeene se jyada marne ke pal aayenge
Par tumhe unhe bhi jeena hain.
Puneye karam karoge lakh
Par sirf paap Gine jayenge
Is safar-e-zindagi me
Jeene se jyada marne ke pal aayenge
Par tumhe unhe bhi jeena hain
Par tumhe unhe bhi jeena hain.
-
Maahine ki tankha maahine par bhari hai
Kardina to bhut kuch chahta hu
Par kya karu
Jeb Khali hai-
Ishq, mohabhat,pyar,love
Bad me kijiyega
Pehle izzat karna shikiyega...-
Suno na
Me jitni bar vardan karu Tera utni bar mere baba ka sajda hota hai
Me jitni bar vardan karu Tera utni bar mere baba ka sajda hota hai,
Yu to falsafe chalte rahenge is duniya ke
Yu to log aate jate rahenge hamari duniya me kayi
Tu thahar to sahi
Tu apne andar jhak to sahi
Tu hai kya ye Jan to sahi
Tujhe sab khud ba khud samaj aayega
Meri jaan ke sajde me ek din pura jahan aayega
Meri jaan ke sajde me ek din pura jahan aayega.-
Teri ek nazar phirte hi meri nazaro ko dhantak mil jati hai
Teri ek muskan se hi meri subah shubh subah ban jati hai
Teri awaz se Kano pe padta hai aram
Or kya kya kahu tere bare me ho gaya hu
Tera ghulam-
Hum hi to hai badkismat jo oro ki kismat
aksar bigad diya karte h
Na jane kaunsa shrap Mila hai hume jo
hum acche accho ki hasti zindagi ujar dete hai-
Suno na
Umeed kam rakhiyega humse
Khushiya behisab milegi.........-