देखो आया है दीपावली का त्योहार,
साथ में लाया है खुशियां हजार।
दरवाज़े पे है बनेगी रंगोली,
लक्ष्मी जी की कृपा से भर जाए सबकी झोली।
मिठाईयों की मिठास और दियों की रोशनी आपकी ज़िंदगी में भर जाए,
यह दीवाली आपके लिए शुभ और लाभ लेकर आए।
- गीतांशु जिंदल
-
HAPPY FATHER'S DAY
Meri zindagi sawar di khud ko daanv par lagakar,
Sari zindagi nikal di mere lie joote ghisakar...
Raat raat bhar jaage bhi honge sabki zarooraton ke lie,
Par kabhi kisi se kuch nai manga khud ke lie...
Yeh ek aisa karz hai jo kabhi chukta nahi ho sakta,
Bas pyar aur izzat se hi iska bhugataan hai ho sakta...-
Aag to uske die khaton ko lagayi thi,
par jaal mai raha hun...
-
MERI KAHANI
Pehle batain shuru hue fir milna,
Fir roz ka yunhi hasna aur ghumna firna...
Kuch waqt laga aur hum nazdeek agaye,
Dhere dhere ek dusre ke maan ko bhaa gaye...
Waqt nikla to pata chala mujhe pyar hogya,
Aur jaldi hi usse bhi yehi ehsaas hogya...
Mushkilain ayi to usse iss rishte se hi aitraaz hogya,
Aur tabse hi mai beete lamho ka gulam hogya...-
Waqt aa gya hai abb ki teri yaadon ko bhi bhula dun,
Teri sath sath teri har ik nishani ko bhi dafna dun...
Befizul hi khud ko teri yaadon mai roke betha tha mai,
Galti bhi to meri thi jo beintehan pyar kar betha tha mai...-