Din k samjoute k bad
Rat ki sikayatein bhi hoti hai,
Na Jane Kitna kuch kehne ki tadpan bhi hoti hai,
Or fir, kuch na keh pane ki chubhan bhi hoti hai,
Tujhe chahne ki gurur bhi hai,
Or sirf tujhe chahne ki majburi bhi hai,
Ehsas ko alfaz banane ki kosis bhi hai,
Khayalo ko yakin man ne ki zid bhi hai,
-