जनाब, ये परिंदे हैं !
आज तुम्हारे लिए इनके पर छोटे होंगे मगर,
कल इनकी नुमाइश मुश्ताकिल आसमां करेगा ।-
फर्क बस इतना है
पहले देखा करता था तू मुझे,
अब सिरहाने रख सो जाता है ।
-ख्व़ाब-
रहने दे इन उँगलियों को गिरहनों में,
जाने कैसा सुकून मिलता है इनके उलझनों में ।-
शायद खुदा को तुझे बनाने का ख्याल तब आया होगा..
ईद-ए-क़मर जब उसे देख कर मुस्कुराया होगा।-
अकेले तो हम अब भी हैं,
बस फर्क इतना हे,
तब तुम्हारी यादें थीं और अब ये हर्फ़।
-
Jala diya mujhe un mashalon se
Puch v nhi saka..
Shri Ram kon hai ? Un Hazaron se !!-
"Janaab bahut baarikiyan hoti hain In shabdon mein..
Is hi liye Zehn se Zubaan tk aane mein inhe samay lag jaata hai"-
Likhna shauk toh nhi, Na hi aadat hai meri
Bs kalam mera khuda ar Likhna Ibaadat hai meri
-
Pta nhi kaisi kashish thi uss sham m
Yun th kabhi chakha nhi
Mgr logo se suna hai
Nasha bada hota hai iss Jaam m
Uss chand ko toh shayd pehli hi dafa dekha tha humne, Yaaro..
Mgr sach kehta hu
uss din se mjhe Allah dikhne lga tha Ram m
Pta nhi kaisi kashish thi uss sham m, Kaisi kashish thi uss sham m-
Likhne chala tha channd shabd tere bare Maa
Magr is kambakht syahi ne v keh diya
"Tjhe bayan kr paye itni uski aukat nhi"-