Insaani akal se chunae gai raaste mashal leke paar kiye jaskte hain lekin kudrat ke chunae raastun ko apne andar ki roshni tatool kar paar kiya jata hai
-
//Vehshatein khalvatein hikayetin hakekatein
In lafazu... read more
Kuch jo thi zindagi ,
tum aur mein na ji sakein
Kuch tou tha aysa
jo tum aur mein na kar sakein
Thoda sa tera saath,
thodi si meri baat
Kuch jo thi yeh khwahishein,
puri hum na kar sakein
Chalte gaye tou kho gye
Badhte gaye tou thak gaye
Tha tera mera karwaan yeh
Aur safar hum tai na kar sakein
Milne ko tou milte gaye
Bheed mein hazarun mujasame
Raaz jab hamein batane thae
Yeh kaam hum na kar sakein-
Kabhi behk javun aur bhool javun tou
Rooth jana har giz nhi
Lout ke tout ke tere pass he aana hai
Bhool jana har giz nahi-
Aasaishein phir mushkilen phir badlta dour hai
Aaj jo hai kal na ho,
zindagi pe kisko tha aur na kisi ka zour hai
//Jeene ki jang//-
Chahe hou kathin kitni bhi kawishein
Koshish kare jo har pal rouka nahi voh jayega
Kehne ko laakh honge, roukane ko aur hazarun
Chalta badhe jo har dam rouka nhi voh jayega
Koi aake kehde kamiyan , koi ginta rahega khamiyan
Gar jeetne ka joosh ho, rouka nahi voh jaye ga-
You, them, we
We don't think like this anymore
The " ME " took the crown
And ruled you, them and us.
I think of me
I care for me
I cry with me
I laugh with me
You aren't here
They don't know
we are all alone
Away from the crowd
Called " WE"-
Nahi pata mein hun kya
Apni nazar mein shah hun
Tou shahnshah hun kya-
Har pooche ja rahe behooda sawal ka jawab dena
zaruri hai kya?
Aray na maan jaaye ,
jaan jaye
par dil ka amaan na jaye
-
//Barsaat ki kali gatayein
Phir barish ka bars jana
Veeran bhi tou khilte hain ,phir
Halat badlayein ge nhi kyun milke//
FULL PIECE IN CAPTION-
Mudatun baad chalo aaj tumhe kuch kehte hain
Tum sunu ge he kaha bhala phir q tumhe kehte hain-