JANE ANJANE
Jane anjane mai ,
Unse baat huvi,
fir mulakat huvi,
Aur jane anjane mai,
Dil bechain rehne laga,
Na chahte huve b ,
Unke khayaloon mai rehne laga,
Aur jane anjane mai,
Unse mohabbat b ho gaya.-
Do din ki he toh hai zindagi,
is mai bhi insaan khush nahi,
samaaj mai nafrat ,ladai aur firkay bazi kai siwa kuch bhi nahi ,
kaisai koi dusroon ki hasti cheenlaita hai ,
Aur apni khushsal basti basa laita hai ,
Do din ki he toh hai zindagi ,
is mai bhi insaan khush nahi ,
Duniya ki ranjeeshon sai toh haar koi jeet jata hai ,
laikin logoon ki nazariyaat sai haar kaar dham ghoot laita hai,
Bangloon mai reh kar bhi kahiyoon ko sukoon nahi ,
koi sadak kai kinaray bhi zindagi jee laita hai ,
Do din ki he toh hai zindagi is mai bhi insaan khush nahi,
~Kaneez fatima-
Us ki khoobsurati k baarey mai to pucho hi mtt yaro,
Jab us ki zulfein gir k aatein ankhoon prr,
Qayamt sa cha jata hai mere dil prr.
-
Its quite weird but it is the fact ,
Half of the life get wasted in wishing someone,
And than the rest in missing someone,
few moments flew away in greeting someone,
and half moments in shedding of tears in forgetting someone.
~Kaneez neezu
-
Salam-bar-Shaheed
❤
The pride which one can relinquish by sacrificing their lives is worthwhile than collecting enormous treasure on this world.
-kaneez
-
Just like an incense stick i experience your pleasing smell till you was with me ,
Now you get detached being like the ashes .
-Kaneez fatima-
In the moment of being dull ,
Don't know how to shine ,
I can't figure out things which make me calm ,
Still wandering everywhere ,
No matter how many times i will try ,
At the end i found myself cry .
-kaneez fatima-
Chaley jo gaye tum wafa ka darz de-kar,
Yakeenan Rasool-e-khuda ne bhi tumhare shahadat pr ansoo bahaya hoga.
-kaneez fatima-