Fayaz Shaik   (fayaz razvi)
125 Followers · 18 Following

read more
Joined 16 November 2019


read more
Joined 16 November 2019
18 JUN 2023 AT 14:26

Nabi ﷺ ke Ashiq ko aye wasi jab
Sataya dunya ki zulmaton ne
Hilal bankar khayal me jo
Bilal رضي الله عنه aya kamal aya

-


6 MAY 2023 AT 18:25

Bahar ke ujale mujhe Kiya rah dikhaye
Andar ke andhero me giraftar hun moula

-


12 AUG 2022 AT 18:46

zindagi me ek aisi rat zaroor ayegi
ke uss sari rat nend nahi ayegi
is Khushi me ke subha madine
ka safar soru hone wala hai

-


24 JUL 2022 AT 0:34

Qabar aur kadar jeetey jee nahi milti
mar jayen toh qabar bhi tayyar
kadar bhi lajawab

-


12 JUL 2022 AT 13:09

duniya me sar jhukane ke leye mahez ek hi jagah hai or woh allah ke samne hai
wohi dono alam ka khalik o muqtar hai
jo hamari itni bewafai pe bhi hame itna pyar karta hai

-


2 JAN 2022 AT 23:41

zindagi me kuch aise lamhe ate hai jo bahut takleef dee hote hai

-


30 DEC 2021 AT 17:07

Agar bap apke sath hai toh kisi cheez ki zaroorat nahi hoti kyu ki app ka bap ek daraqth ke manind hota hai jo phaldar na ho tab bhi saya deta hai

-


15 MAR 2021 AT 2:20

Meri zindagi ke sabse khass or ahem shaks jo mere bahut ache bhai hai meri har muskil me woh targheeb hote hai har azmais me sath hote hai woh hai toh ek dost lekin mere jann se bhi zyada azeez hai kareebtar hai kabhi koi aisa lamha nahi hota ke mai unki yadd se gafil hun har waqth unki sadarat ke leye dua goh hota hun woh har kisi ki muskil apni samaj ke karte hai hall andaz aisa ke koi bhi hojaye۔ Asani se unka kail mere jann se bhi kareeb tar bhai SNA shakeel

-


16 OCT 2020 AT 11:21

Hath tham kar dikhaya hai haq ka rasta
Daldi hai jholi me daman e huzur gouse e azam (R A) ka
Allah umar taraz kare izafa kare unke ilm me
Rahe salamat saya mujh par mere peer o murshid ka

-


22 AUG 2020 AT 19:35

Rutba joh husain (R A ) ka hai woh insani samaj ke pare hai
Jab bhi Muharram ki amad hoti hai
Faqr hota hai apne app pe ke uss ummat ka ummati hun jis ke sardar woh hai jo isara karde toh chand ke tukde hojaye unn tajdare madina ke nawase aise joh talwaro ke bich me kare sajde jaha sabr karna muskil ho waha kare sukr ada jisne kardiya karbala me haq ada uss madr e mujahid mere husain (R A ) pe lakho salam

-


Fetching Fayaz Shaik Quotes